Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aliun Waliullah

Shahid Baltistani · 2014

Bi ayyi zambin qutilat..(2)...qutilat qutilatQatl Jo mazloom huaUski faqat hai ye KhataWo pairawe wilayat hai..(2)Aliyun waliyullah..(4)Ali Ali Ali Ali Ali..Aliyun waliyullah..(2)Ali AliAliyun waliyullah..(2)Zalimo ki maut hai aur - 2Aasra mazloom ka...ya AliHum azadaro ki ye pehchan hai zere falakGod se madar ki lekar qabr ki aghosh takEk markaz ek nukhta..(2)ek mehwar ek sada..yaa aliJo ise nafiz kare wo qaum zindabad haiAdliya ki Shan hai ye adl ki buniyad haiSirf naara hi nhi ye..(2)hai nizame kibriya..yaa aliSabse pehle ghar jala jiska Ali ke naam parHay Fatima ki siskiyo me..(2)aakhri dam tak raha..yaa aliSaltanat k waste tha Kab qayame karbalaIsliye sheh ne kiya tha ehtemame karbalaJanti thi saari duniya..(2)manta Koi na tha..yaa aliAsh hadu anna aliyun waliyullah..(2)Hichkiya ma ki Bani zainab musalle par giriNaam sunkar babajan ka Ro diya ibne AliSubhe ashura azaa me..(2)naujawa ne jab Kaha..yaa aliBeridai aur khutba al hafizo AlamaFatha ka ailan sunkar gunji awaze AzaanBarsare darbaar zainab..(2)ne ye sabit kar diya..yaa aliZainab ki jaidad aliyun waliyullahEeman se muraadHa logo ka  mafaadHai baite ittehaadGhaibat me muntazar ko rulao na dosto..(2)Is naare ko fasaad banao na dostoJab bhi ghaibat se takallum Aane wala aaegaChahta hai Jo khuda darwesh wo hojaegaUs ghadi raej zamee par..(2)Har taraf ho jaega...yaa aliWaqul jaa al haq wa zahukal baatilInnal baatila kaana zahooqa

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.