Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Allah Allah Karrahe hai husain

Shahid Baltistani · 2012

Ajeeb shor haiAjeeb shor hai ...Ke shor me sukoon hai 2Ajab sukoon hai...Ajab sukoon haiSukoon me junoon hai 2Ye wo junoon haiYe wo junoon hai ...Jo deen ka sutoon hai 2Ya kya ye kyu ye kaise hai ye sochna haraam haisochna haraam haiKisi basher ki baat ka khuda ka khud kalaam haikhuda ka khud kalaam hai"Fazkoruni azkoro kum washkoruni Wala taghforun"Quran mein khud kahta hai khudaWo mujhko kabhi jhutlata nahiAur mere shakir rahta haiJo mera zakir hota hai mai uska zakir banta huAllah allah kar rahe hai husainYa husain ya husain ya husain Ya husainAllah allah kar rahe hai husainKar raha hai Khuda hussain ya husainYa husain ya husain ya husain Ya husain1)Khauf ahle sitam pe hai taariZikre shabbir ab bhi hai jaariJab khuda khud hai zaakire hai sarwarKaun rokega ye azadariIshk ka Tarjuma husain husainKar raha hai khuda hussain husainYa husain ya husain ya husain Ya husainAllah allah kar rahe hai husainKar raha hai khuda hussain husain ...2) Kah diya aayae mawaddat neHamse manga hai kya risalat neAb bhi Aqlo pe hai pade pardaRaaze quran na samjha ummat neRabte zahra hai ya husain husainKar raha hai khuda hussain husainYa husain ya husain ya husain Ya husainAllah allah kar rahe hai husainKar raha hai khuda hussain husain ...3) uski baatil namaz hojaeShak jo zaate husain me laeJo namaze khuda ko thukraePhir wo matam liye kaha jaeHy Shaoore baka husain husainKar raha hai khuda hussain husainYa husain ya husain ya husain Ya husain ...4) Kaise kaidi the karbala waleSheh ke maksad ko sath leke chaleKab wo gaafil rahe hai sajdo seKaid mein bhi namaz padhte raheAur jaari raha husain husainKar raha hai khuda hussain husainYa husain ya husain ya husain Ya husain ...5)Jab madine me aae ahle haramRozo shab tha husain ka matamAb bhi taarikh de rahi hai sadaGhar me sajjad ke khuda ki kasamEid ke din hua husain husainYa husain ya husain ya husain Ya husain ...Sada ye gaib se aati hai ibne zahra kiYe kaisi bahes me uljhi hui hai kaum merinamaz ka koi munkir hai majliso ka koitakallum aur hai darvesh ki tamanna yahikhudara jism ko tum jaan se juda na karonamaz aur aza ka tum mukabla na karo

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.