Title: Allah Huma Sale Ala Fatimata Wa Abiha Ayyam E Fatima Noha 2026 Muhammad Ali Moshi Madar Asalam========================================[Lyrics](Instrumental)Ya AllahAllahumma salle alaFatimataWa abihaWa ba'lihaWa banihaWa sirril mustawdi'i fihaYa ZehraYa ZehraYa ZehraYa ZehraAye Nabi ki dukhtarSubh-o-shaam ghaib mein hai muztarYeh ghulam keh raha hai ro karAssalamAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarJo aap ka beta tanhaHai ghaib mein mehv-e-giryaHai uska yeh har dam nohaMusibatein guzri kya kyaYeh bas yahi hai maa meriMain na aa saka thaUss ghadi aap ne sada diJis ghadiAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarNazar mein jalta woh darDhuan dhuan sara tha gharJo yaad aayega manzarQarar ho dil ko kyun karZulm ho raha hai kis qadarJalta dar gira haiAap par roye Murtaza hainUmr bharAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarMadine mein koi nahin thaJo ghamgusari ko aataJo baap ka deta pursaJo zakhm par marham rakhtaQabr se Rasool ki yeh sadaSubh-o-shaam aati thiSabr kar meri ladli yeh haiMarhalaAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarShikasta hai pehlu BibiNahin salamat koi pasliNamazein kaise aap padhtiAziyatein hoti hongiDil pe zakhm-e-Mohsin bhi lagaAap ne woh kaiseGham saha sochta hoon ghaib meinBarhaAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAli hue be-bas kitneGira hai dar aage unkeWoh har ghadi is par tadpeTadap tadap kar yeh kehteInteqam aapka SayyadaLega beta aapkaSayyada ghaib se woh ek dinAayegaAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarHai aapki turbat kis jaKahan rakhoon main sar apnaKahan karoon jaakar giryaNahin hai saya haaye maaRoshni hai har ja haaye haayeAur hai andhera haaye haayeEk lahad hai tanha haaye haayeAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarWoh Karbala par hai rotaChhini rida par hai rotaHar ek jafa par hai rotaWoh Sayyada par hai rotaKay hazaar saal se subh-o-shaamMuntazir zahoor kaWoh Imam kar raha hai ghaib seYeh kalaamAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadarAssalam meri zakhmi maadar(Instrumental fades out)
Allah Huma sale ala fatima
Muhammad Ali Moshi · Poet: Zain Jafri
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.