Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Allah kisi baap ko

Shozab Abbas · 2020

Haaye Akbar Haaye Akbar, Haye Hussain Haye Haye Hussain (2)Allah kisi baap ko din ye na dikha'ee (2)Peere mein jawan bete ka (2)Lasha na uthaeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)*Be mauth na mar jaye pidar dekh kay ran mein(2)Akbar se kaho hath na(2)Seene se utha'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Ye khoon nahi hathon pa ye rangge hina hai(2)Maa baithe hai maqtal mein(2)Pisar dulha bana'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Bete ne agar hathon mein dam tod diya ho(2)Insaaf karo baap ko(2)Dam kis tarha aa'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Bhai se mere lashe jawan uthna sakegi(2)Ye soch kay maqtal mein na(2)Zainab chali aa'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Akbar kay kharin laake ye bole shahe waala(2)Tum qasid e Sughra ho(2)Bahut dair mein aa'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Din dhal gaya waade ka bahen karti rahi bain(2)Beemar ko lene Ali(2) Akbar nahi aayeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Jungle mein tera bhai juda hogaya mujhse(2)Beti tera baba tera(2)Khat kisko suna'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Kya guzre gi Zehra pa ye socha hai kisi ne(2)Tasveer Muhammed ki(2)Agar khooñ mein naha'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Deti hain Dua laila Hassan Kazmi Shozab(2)Noha Ali Akbar ka jo majlis mein suna'eeAllah kisi baap ko din ye na dikha'ee(2)Din ye na dikha'ee(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.