Ali…Ali Ali (2)Ya Ali o Ya Ali o Ya Ali (4)Shah-e-Marda’n Sher-e-Yazda’n Quwat-e-Parwardigar ..(2)Lafata Illa Ali La Saif Illa ZulfiqarManqabat Padta Hain Teri..(2) Rabb e Akbar Ya AliYa Ali Ya Ali Allah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(3)1. Teri Thokar Mein Fanaa Hain, Teri Thokar Mein baqaa..(2)Murda Kar Deti Hain Zinda..(2) Teri Thokar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)2. Konsi Ne'mat Nahi Bete Ke Dastarkhwan Par..(2)Khud Guzara Jow Ki Sukhi..(2) Rotiyo'n Par Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)3. Jannate Apni Banaakar Bechta Hai Sheher Mein..(2)Yeh Hai Tere aathave(eighth)..(2) Darje Ka Nokar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)4. Han Do Sagi Behno Ki Tarha Fatemah Aur Zulfiqar..(2)Baat Karti Hai Tere..(2) Bare Main Aksar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)5. Mard Bhi Deewar Shaq Dekhe Toh Hat Jaye MagarAage Badhti Ja rahi Hai..(2) Teri Madar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)6. Dekh Kar Abbas Ko Siffin Mein Ladta Huwa..(2)Khud Ali Kehne Lage..(2) Allah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)7. Sirf Aadam Hi Nahi Har Aadmi Ka Tha Wajood..(2)Khak Thi Jo Aap Ki..(2) Mutthi Ke Andar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)8. Naz'ake Alam Mein Yeh Zarra Nawazi ShukriyaTum Takallum Ke Liye..(2) Khud Aaye Chal Kar Ya AliAllah o Akbar Ya AliAllah o Akbar Ya Ali..(4)Ya Ali o Ya Ali o Ya Ali (2)
Allah o akbar ya ali
Mir Hasan Mir · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.