Allah (5)……la elaha illallah….mohammadur rasullullah…illaha bad par seena hussain hai (2) hussain (14)sattar kadam se zainab deti rahi sadaabhai tera hai tanha ab dekhle Khudazehra ka laadla hai ….allah ye karbala hai ,teri raza ki khaatir sar ko kataa raha haiallah tera hussain (4) hussain (14)dare khaima se dekhti hu mai bhi ran ….ay mere allahmujhe hussain kyu aata nahi nazar………ay mere allahdekha manzar to phat gaya mera jigar…ay mere allahteer sine pe apne kha raha hai………….tera hussainsar ko sajde me ab jhuka raha hai……..tera hussainshukr sajde me bajaa la raha hai………..tera hussainteri tauheed ko bacha raha haiallah tera hussain (4) hussain (14)jule se gir raha tha asgar ko baridahurmul ke teer ka mai se seh luga haskeraasgar che maah ka hai ……. allah ye karbala hai ,teri raza ki khaatir sar ko kataa raha haiallah tera hussain (4) hussain (14)ali asgar pe chal teer Al aman ……………ay mere allahkhoon se tar tha gal khush tar zabaan…….ay mere allahaisa maasoom pyaasa aj tak kaha…………..ay mere allahuski choti kabar banaa chuka hai……………tera hussainbaap ka karz bhi nibha chuka hai……………tera hussainlahu chehre pe uske mal chuka hai……….tera hussainhaaye halmin ki sadaa de chuka haiallah tera hussain (4) hussain (14)jung ka bhi nibhana abbas bawafa kopaaband kar rah atha karbak ke murtaza kosakkae sakina hai allah ye karbala hai ,teri raza ki khaatir sar ko kataa raha haiallah tera hussain (4) hussain (14)baazu tan pe nahi the gaazi jab gira………………ay mereallahnahi pyaaso ka pahocha khaime aasra …………ay mere allahreh gaye pyaase bacche paani na mila…………..ay mere allahchota baccho ko de raha hai dilaase……………tera hussindekh nahi sakta bacho ko pyaase……………….tera hussainraha kehta hai ye hare k roti maa se……..…..tera hussainraha pyaasa par na daraa kazaa seallah tera hussain (4) hussain (14)akbar jawaa ka laasha maktal me hai sambhaalasine se neza isne akbar ke hai nikalaaalin kahi figa hai allah ye karbala hai ,teri raza ki khaatir sar ko jhukaa raha haiallah tera hussain (4) hussain (14)ham shakle Mustafa maktal me hai tadpa …………….ay mere allahkaasim ke tukde hai maktal me jaa basaa………………ay mere allahlaaye dono ke laashe iska tha hausla………………………ay mere allahlaash akbar ko utha gir ke utha…………….tera hussainchaar su fauj me aan gira……………………..tera hussainjo har Mustafa nabiyo ki bapaa ………..…tera hussainsham jana hai mujhe keh ye gayaallah tera hussain (6)
Allah Tera Hussain
Daniyal · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.