Allah, allah, allahAllah, allah, allah, allah..(2)Ya maliko, ya khaliqo, ya batino, ya zahiroya qadiro, ya hakimo, ya momino, ya hadiyoya awwalo, ya akhiro, ya qaimo, al nafi'oAllaho qabla kullo shayAllaho ba'da kullo shayYeh kehke haider ne..(2)Yeh kehke haider ne,sajde mein rakhi peshaniAllaah...AllahAllaho baqi min kulle faani..(2)1. Rab ka irada haider aur uski marzi bhiiske haatho'n ne gundhi adam ki matti bhiiske bacho'n ke naukar, jannat ke darzi bhiya rabbe zuljalal..(2)har jumla haider ka..(2)har jumla haider ka, is misre ka hai saani2. Haatho'n se marna baa'nte, thokar se jeena bhimarhab ke tukde karde, dharti ka seena bhikhud hai manshoore yazdaa, uski kapina bhiya rabbe zuljalaal..(2)dawaa salooni ka..(2)dawaa salooni ka, aur phir bhi baat ye maani3. Khud hi qur'aan e natiq, aur khud hi qaari haiiske haatho'n ki khilqat, ye duniya saari haifuzto be rabbil kaaba, ye hamd e baari haiya rabbe zuljalaal..(2)kehdi do lafzo mein..(2)kehdi do lafzo mein, thi baat badi toolani4. Chalta hai mera sikka arz o sama parmai to rahunga zinda, hukme khuda parmujhpe qaza gir jaye, ya mai qaza parya rabbe zuljalaal..(2)ye sunke haider se..(2)ye sunke haider se, duniya ko hui hairani5. Ek din nuseri bola, kyu mujhko maara haijo kuch aankho'n se dekha, maine wo bola haimeri socho ka malik, iske hi jaisa haiya rabbe zuljalaal..(2)ye hamd e baari hai..(2)ye hamd e baari hai, haider ki qasida khwani6. Nafse khuda bhi haider, aur iska pehlu bhiwo hai hijab e akbar, wird e allahu bhimaana hai waliyo'n ne bhi, kehte hai sadhu bhiya rabbe zuljalaal..(2)samjha na koi isko..(2)samjha na koi isko, baat hai ye irfani7. Karbobala se pucho, is jumle ka matlabsukhe kooze dikhlake, kehdenge tashna labbesar laashe bolenge, ya phir bibi zainabya rabbe zuljalaal..(2)zere khanjar kehdega..(2)zere khanjar kehdega, karbobala ka baani8. Kulle eemaa'n ki baatein, eemaa'n hai mazharisme hai hami tera, irfan e haiderye baatein karte hai hum, mimbar pe jaakarya rabbe zuljalaal..(2)han ishq e haider ne..(2)han ishq e haider ne, haider ki baat hai maaniAllaho baqi min kulle faani..(2)ya rabbe zuljalal..(2)
Allaho baqi min kulle fani
Irfan Haider · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.