Alwida alwida - 4Alwida alwida alwida aye hussain alwida alwida - 2Gunjti hai sada alwida aye shahe karbala alwidaAlwida alwida alwida aye hussain alwida alwidafatle ashke aza alwida dilbare fatima alwidaAlwida alwida alwida aye hussain alwida alwida - 21. kis tarha rokle aapkoWasta kiska de aapkokaise rukhsat aapkokaise kehde bhala alwida2. Saal bhar ab kaha dil ko chaynhind se jaa rahe hai hussainhai yahi aaj hoton pe baynkya ho ruksat kiya alwida3. Fatema ke pisar assalammustafa ke pisar assalamdilbare sayyeda alwidasayyade karbala alwida4. aye dilo jane shahe arab6 mahine ke aye tashnalabkhun humko rulayga abaye shaheede jafa alwida5. Jaane shahe hoda assalamhaydere karbala assalamfatahe alqama assalamaye ali ki dua alwida6. Apne bhayya se jo chhut gayihaye wo jiteji mar gayigul khawatin me hai yahiZainabe gamzada alwida7. Umr bhar un pe girya karejinki chini gayi chadareaao sar pit kar ye kahewarise innama alwida8. Ek sakina bhi thi tashnakamroke kehte hai uske gulaamzabt ki intehaa assalamsabr ki intehaa alwida9. Haye wo lagaro khasta tankhun me tar tha jiska badanusse kehti hai ye anjumanjaao zainaul eba alwida10. ek lamha nahi hai sukoonhai ajab kaifiyat kya kahunhai kis kis ko rukhsat karuaale kharul wara alwida11. hai khabar jinko fakhre khaleeldarde dil ki mai kya du daleelwo kalam ro raha hai faseeljis kalam se likha alwida
Alwida Alwida Alwida Aye hussain alwida alwida
Miscellaneous · 2006
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.