Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Amma Fizza

Irfan Haider · 2015

Haaye..Haaye...haayeSajjad ka beta, shahzada baqerjab aaya madine, sota hi nahi thabus rota tha..(2)ek shab fizza ne aake kahashehzade, kyu sote nahi ho mere aaqa zademaula baqer ne roke kahaammaa....dekha hai in aankho ne dada ke kate sar kona bhulunga mai wo karbobalapadhunga sada yahi marsiyahan mai roungamai rounga amma fizza mai rounga, mai rounga..(2)1. Dekha hai in ankho ne jab karbobala pohchedarya pe lage khaime, darya se hate khaimena bhulunga mai, wo tifl o jawaathe tashna dahaa, labe alqamahan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)2. Dekha hai in ankho ne ashoor ka wo manzarlashe hi bayaban se sheh laate rahe dinbharna bhulunga mai, wo ranjo alamsare dasht e ghum, hue sar qalamhan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)3. Dekha hai in ankho ne naizo pe shaheedo koaur shame gharibaa me jalte hue khaimo kona bhulunga mai, chini chadarejali masnade, mere saamnehan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)4. Dekha hai in ankho ne kaunain ki shehzadijis waqt bani qaidi ghaazi ko bulati thina bhulunga mai, haram ka safarchale nange sar, rasan pehenkarhan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)5. Dekha hai in ankho ne kaato pe safar karnaun shaam ki galiyo me ek qaidi ka khoo ronana bhulunga mai, saje bamodarhar ek gaam par, wo naizo pe sarhan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)6. Dekha hai in ankho ne us waqt aseeri meshabbir ki dukhtar ko jab manga kaneezi mena bhulunga mai, haram rodiyesabhi karb se, tadapne lagehan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)7. Dekha hai in ankho ne zindaan ka wo manzarlaasha tha sakina ka beemar ke hatho parna bhulunga mai, phuphi ki qazakafan bangaya, wo kurta jalahan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)8. Dekha hai in ankho ne zindaa se reha hokewo ujde hue qaidi jab karbobala pohchena bhulunga mai, ke daadi meriye kehne lagi, behen aagayihan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)9. Dekha hai in ankho ne irfan e aza bankardekho mere chehre ko har ghum ka hai ye mazharna bhulunga mai, kabhi karbalawo qaide jafa, dayare sazahan mai roungaamma fizza mai rounga, mai rounga..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.