Aagaya bazaar e shaam..(5)Aada ke pattharo ka zainab bani nishanaamma fizza abbas ko bulanaChadar nahi hai sar par.. haye haye(2)hai be haya zamanaamma fizza abbas ko bulanaAada ke pattharo ka zainab bani nishanaamma fizza abbas ko bulana1. Raaho mein chalte chalte kyu qafela ruka haijakda hai bediyo'n mein sajjad gir gaya haiaata hai shimr lekar.. haye haye(2)haatho mein taziyanaamma fizza abbas ko bulana2. Jakdi hui rasan mein lachar bibiya'n haisar par rida nahi hai purkhaar wadiya'n haiin wadiyo'n mein chal kar.. haye haye(2)pandhra so (1500) meel jaanaamma fizza abbas ko bulana3. Shabbir ki yateema khati hai jab tamachemai roke puchti hu tujhko bachau kaiseabbas ko bulale.. haye haye(2)deta hai shimr taanaamma fizza abbas ko bulana4. Baalo se apna chehra har gaam par chupaumai malka e haya hu darbaar kaise jaaumai ro rhi hu lekin.. haye haye(2)hasta hai ye zamanaamma fizza abbas ko bulana5. Zainab ka naam lekar zalim bula raha haisajjad natawa ko phir khoo rula raha haighairat ke us khuda ko.. haye haye(2)manzar hai ye dikhanaamma fizza abbas ko bulana6. Kaise baya'n karenge farhan aur mazharhar gaam keh rahi thi zainab yehi to rokarbazaar se guzar kar.. haye haye(2)zindaan tak hai jaanaamma fizza abbas ko bulana
Amma fizza abbas ko bulana
Farhan · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.