Amma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..(4)Kaisa hai ye charaghaandil doobe jaa rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..1. Naizo pe jitne sar hai ek sar hai unme aisaaankhein hai band uski aur khaak par hai girtaabbas ka yeh sar hai, tewar bata rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..2. Aaya jo baab e saa'at roke gaye musafirkehta tha shimr unko karna abhi na hazirdarbaar ko abhi hum, dulhan bana rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..3. Maao'n ki godiyo'n se lipte hue hai bachhehai haath rassiyo'n mein maao'n ke aise jakdebachhe jo gir rahe hai, wo marte jaa rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..4. Hone lagi azaaney kaise saro ko dhaa'peinbaazu bandhe hue hai khoo ro rahi hai aankheinaankho'n ke khoo'n se raste, khoo'n mein naha rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..5. Hai log kis tarha ke hum se dua karayeinaye qaidiyo'n dua do yeh din na hum pe aayele kar duaein hum se, dil bhi dukha rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..6. Itna chale hai paidal kaato'n pe saare qaidithak jaati chalte chalte, chalti agar zamee'n bhipairo'n ke aable bhi, aansu baha rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..7. Rehan qaidiyo'n mein barpa tha shor e giryapalko'n se kar rahi thi matam jo bint e zehrasajjad naukhwan hai, nauha suna rahe haikya shaam aagaya haiAmma fizza bata de mujko pathar kyu aa rahe hai..
Amma Fizza Bata Dei Mujko
Mir Hasan Mir · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.