Sakina ki sadaa gunjiamme janam amme jaanmaine rukhsaro pe zalim se tamache khayeaag daaman mein lagi chin gaye dur bhi haayeaapko meri qasam hai ye bataye mujhkoaise hota hai yateemo se sulookhaye haye..amme, amme babayam kujaast?amme babayam kujaast?dukhtar e shahe shahida ne tadapkar ye kahachin gayi sar se rida, khaimo me kuch bhi na rahawawaila.. wawailaaise aalam me apne baba ko dhundhu mai kaha'namme babayam kujaast?..(4)amme babayam kujaast?..(4)1. Shiddate ghum se na marjau sare dasht e balahar taraf laashe hi laashe hai kaha jau bhalawawaila.. wawailamere baba hai jaha'n mujhko bhi le jao waha'namme babayam kujaast?..(8)2. Wo jo soyi na kabhi baba ke seene ke siwausko ek khaak ke bistar pe bhi sone na diyawawaila.. wawailataziyano se jagate hai sitamgar yahaamme babayam kujaast?..(8)3. Haaye baba ne bade naazo se paala hai mujheaur yaha shimr ne durro se bhi maara hai mujhewawaila.. wawailaapne baba ko dikhaungi ye zakhmo ke nishaa'namme babayam kujaast?..(8)4. Mujhse kyu rooth gaye baba thi kya meri khatakaash hojati mai asghar ki tarah unpe fidawawaila.. wawailarodiye ehle haram sunke ye bachhi ka bayaa'namme babayam kujaast?..(8)5. Aayi jab gyara moharram ki sahar wa ghurbataqafila aale mohammad ka sue shaam chalawawaila.. wawailaek shehzadi thi roro ke jo karti thi fughaa'namme babayam kujaast?..(8)6. Aable paao me the aur gale mein thi rasankitni lachar thi pardes mein akbar ki bahanwawaila.. wawailaqaidkhane mein bhi rehti thi yuhi nauha kunaaamme babayam kujaast?..(8)7. Haaye sajjad ne aye akhtar o irfan e azaaapni hamsheer ko dafnate hue di ye sadaawawaila.. wawailakhoon kano se sakina ke abhi tak hai rawaa'namme babayam kujaast?..(8)
Amme baba yam kujaast
Irfan Haider · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.