ay se aae ali akbar sare maydaan e vega, jaise badli se naya chaand namudaar hua, jaise tasweer e mohd se utha ho parda jaise haider ki jawaani ka chalan jalwanuma. Yak ba yak salle ala naara e akbar gunja ana ali yabnal husain yabna ali, nahnu wa baitillah auladin-nabi, zarbe ghulaame hashmi al alwiana, ali yabnal husain nabna aliNahnu wa baitillah aulaadin-nabiAma tarau laa qaifa ami an abi,Wallah la yaa kum fi nabna dagi,Hazrabe tum fisseb ahme an abi, zarbe ghulaame hashmi al alwi, ana ali.....(1)Naam akbar ali akbar hai mera,Mai husain ibne ali ka beta.khaa raha hun kasam e baitillah....2Hum ko haasil sharaf e khoon e nabi.ana ali......(2)Badnasab hum pe hukumat karta,na hua hai na kabhi ho saktawallah wallah aba abdilla ...2Mai fida tumpe husain ibne aliAna ali .....(3)Shaamiyon ab mera hamla dekho,Zarbate sayyade wala dekho.meri talwaar ka chalna....2Zarbate hashmi zarbe alwiAna ali......(4)Ana ali yabnal husain nabna aliKahke ye yeh fauj may duba wo shujaae azali , naara zanja ke ana ibne husain ibne ali , teer chalne lagi naize chale talwaar chali, bad ke shamsheere do dum se safe kuffar chali, kis tarah lsdhta hai hum shakle payambar dekho, aaj shamsheer e husaini ke johar dekhoAna ali yabnal husain nabna aliPalte maidaan se vega karte hue,Aake baba se yeh akbar bole.thoda pani mere baba jo mile....2Dekhna phir se meri tegzaniAna ali....(5)Bole sheh sukhi zabaan dikhla kar,Muh me rakhlo yeh anguthi akbar.Aysa sharbat tumhe denge haider....2Jisko pikar tumhe kehna hai yehi,Ana ali.....(6)Run me jaakar wo bohot der ladhe,Chaar janib se udu tut padhe.Naubate bajne lagi jab wo gire ....2Ek sada gunji aba adrikni.Ana ali......(7)Sun ke aawaz e pisar sheh daudhe,Khayi thokar kabhi girkar sambhle.Ghutniyo chalte hue jab pahunche....2Ali akbar ki ye aawaz suniAna ali......Kya kare ab tera baba jee kar, khaak duniya hai tere baad akbar.Nauha jaari tha Rehaan o sarwar....2Run me roti thi sadae zakhmiAna ali yabnal husain nabna ali.
Ana Ali yabnal Hussain abna ALi
Nadeem Sarwar · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.