Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ana mazloom hussain

Sayed Shabrez · 2016

Ana mazloom HussainAna mazloom HussainAna mazloom HussainAna mazloom Hussain..Mera Nana hai NabiMera baba hai AliAur meri maa ZehraAna mazloom Hussain....Ana mazloom HussainAna mazloom HussainAna mazloom HussainAna mazloom HussainQuraan Kya hai qasida hai mere Nana kaNamaz doshe Mohammed pe ki hai Maine adaMain la ilaah ki baqa nahi hai khaufe qazaBaqaye deen e KhudaAna mazloom Hussain....Wafa ki raah me abbas de diya MaineSafar me Phool Sa asghar bhi kho diya MaineSitam ki had guzri qaza bhi rotiBicha ke farsh e azaAna mazloom Hussain....Sukun dil na raha Mar gaya jawaan MeraGareeb e khasta badan Hogaya hu main tanhaLabo pe naad e Ali sada yeh deti rahiMera koi na bachaAna mazloom Hussain....Hasan ka chand bhi tukdo me bat gaya dekhoZara si der ruko zalimo zara sochoGhamo ka hai yeh sukhan tadap rahi hai bahenLabo pe hai giryaAna mazloom Hussain....Yeh Kaisa din hai ke sadaat hai gareebi haiTadap rahi hai sakina tadap ke roti haiNahi hai aas nahi pidar bhi pass nahiSitam ka hai saayaAna mazloom Hussain....Ke mere baad shaki yeh sitam bhi dhaayegaYateem bacho ko Durro se woh darayegaYeh al atash ki sada sune to koi KhudaBataye Kya hai khataAna mazloom Hussain....Charage ishq e Khuda is tarha jalaungaSeena ki nok se Quraan bhi sunaungaYeh Mera wada raha sune yeh fauje jafaSada e Haq ki nidaAna mazloom Hussain....Sada e Hazrat e mazloom hai baqa YawarHussain sabr ka paikar hai ba Khuda YawarZubaan Haal hai yeh nabi ka laal hai yehSuno hai jiski sadaAna mazloom Hussain....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.