Azadari MediaAzadari MediaGet the app

As-salamu alaiki ya ghareeb sakina

Hashmi Sisters · 2011

Aaye hai hum tere darr par..(2)pursa dene ke liye..(2)majlis padhne ke liyematam karne ke liyenauha padhne ke liyejo tu nahi ro saki to rote hai ehle azaa..(2)aaye hai hum tere darr par...as-salam, as-salam, as-salamas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)1. Pursa tere baba ka dete hai sab ehle azaajisko dashte karbala mein zibha pyasa hi kiyakarbala ki garm reti par tadapta reh gayaaasuo'n ke jaam ka..(2)hazir hai nazranaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)2. Asr ko bhi ro na payi baap ki tum laash parmuh pe lagte the tamache aur chinte the gauharpuchti thi sab se tum rokar najaf ki rahguzarus ghadi na mil saka..(2)pursa tum ko baap kaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)3. Tum ne dekhi laashe akbar khaimo mein aate hueaur dekha jhule se asghar ko bhi jaate huesheh ko dekha lashe qasim pusht par laate huekamsini mein ye sitam..(2)haaye aye sakinaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)4. Jis tarha baade nabi zahra pe toote the sitamtum pe bhi baade hussain aise gira kohe sitamapni daadi ki tarha tumne saha har ranjo ghumhai salami aaj bhi..(2)tere darr par ambiyaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)5. Kaise hum bhule wo sheh ki laash par aana terakhud tadapna aur wo baba ko tadpana terasar burida laash ke seene pe sojana teraaasma'n ye dekh kar..(2)ro raha tha ba khudaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)6. Karbala se shaam ka kis tarha guzra raastaek juda naaqe pe tumko zor se bandha gayaro raha tha dekhke naize pe sar abbas kakeh raha tha haye haye..(2)ammu kuch na kar sakaas-salamun alaiki..(3) ya ghareeb sakinaas-salamun alaiki ya ghareeb sakina..(3)7. Aye meri bibi hamari hazri maqbool hoye hamari zakiri, nauhagari maqbool hoaap ke ghum mein ye ashko ki jhadi maqbool hoapni is dargaah mein..(2)hum ko phir bulwanaalwida.. alwida.. alwida..8. Jaa rahe hai ab tere darbaar se hum alwidaho saka humse adaa na haqq e matam alwidasaal bhar ayenge yaa'n zawwar paiham alwidabibi bus ek arz hai..(2)hum ko na bhulanaalwida.. alwida.. (3)aye tanha sakinaalwida, alwida ya ghareeb sakina..(3)9. Adeeya o saniya mahum ki ab hai ye duajab biche ghar mein hamare shaah ka farshe azaatum zaroor aana hamare ghar mein shahe hudahum sunaenge tumhe..(2)nauha e majid razaalwida.. alwida.. (3)aye tanha sakinaalwida, alwida ya ghareeb sakina..(3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.