Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Assalamu Alaike Ya Sayeda

Syed Raza Abbas Zaidi · 2012

Sayyada (4)Ya taahera raazia marzia fatema shaafiya qairunnisa umm e abeeha sayyadaAssalam (8)Assalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwida sayyada alwida (2)1) Jo bhi ansaar e Husain ibn e ALI qatl huwaGirkey ghodey se zamee par Wo yehi kehta thaAnta ummi Wa abii mamba fidaa e maula (2)Kehrahey they yahi maqtool e jafaaAssalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwida sayyada alwida (2)2) hurr chalaa jaanib e maqtal paye nusrat jis dammYu lagaa uth'tey ho jannat ki taraf uskey qadamJung kartey huwey jab narga e aadaa mey ghiraa (2)Zaqm khaata raha aur kehta rahaAssalam o alaike ya sayyada (4)Haaye aoun o Mohammad maaregaye (2)Dono they aapke mehlaqa sayyada3) rann mey jab aoun o Mohammad ki sawaari aayiZulm ki kaali ghataa unki saro par chaayiQush huwey dono shahaadat ki qabar hai laayii (2)Dii sadaa dono ney ye qabl e qazaaAssalam o alaike ya sayyada (4)Haaye ugli jawaani Akbar dii (2)Jedi maqnad hoyi e tabaa sayyada4) shaah ka noor e nazar laqt e jigar aks e nabiiLadkey maidaan mey Akbar ney sinaa jab khaayiiAagaya moo ko jigar qalb mey tootii barchii (2)Chup zabaa hogayi laasha bolaAssalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwida sayyada alwida (2)5) hokey bey baazu alamdaar e jarii kehta thaAarahii hai mujhey qushboo e janaab e zehraMauta mohlat mujhey dedey paye rabb e Kaaba (2)Aaqri jumla ye Karney dey adaaAssalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwida sayyada alwida (2)6) daf'atan jhooley se ek nanha mujaahid niklaQadd mey chota tha jigar hazrat e Abbas ka thaMisl e Abbas Wo maidaan mey bey teyg ladaa (2)Muskuraatey huwey asgar ney KahaaAssalam o alaike ya sayyada (4)Chakki peeskey zehra ney paala jisey (2)Wo to pyaasa jahaa se gayaa sayyada7) aaqri sajda e aaqir ki ghadi aa pahunchiZeen se aaye zamee par Jo Husain ibn e aliShimr e mal'oon ney gardan pey Jo shamsheer rakhi (2)Girkey maula ka lahoo bol uthaAssalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwida sayyada alwida (2)8) kyu na rehan o raza nazr karey hum ye kalaamWaaris e majlis e Shabbir Jo hai uskey naamTaakey qush humse ho gaibat mey hamaara Wo imam (2)Raat din hai ye wazeefa jiskaAssalam o alaike ya sayyada (4)Alwida alwdia sayyada alwida (2)Assalam (6)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.