Awaaz To Dey Akbar[Aina Ali-Akbar] ×4[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×2Kariyal Jawaan Ki Laash Par, Kehta Rahaa Rokar Padar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×2Girtaa Huwa Uthtaa Huwa, Haan Khogaya Hun Mai Magar, Gum Hogaya Nure Nazar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Tu Nawjawaan Hai Akbar, Aur Hai Zaaef BabaTu Nawjawaan Hai AkbarKaise Uthaaun Mayyat, Mujhko Toh Bataade ItnaJaana Hai ab Khayyaam Tak, Kaise Karun Mai Yeh SafarKham Hogayi Mari Kamar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Aayi Sadaa Jidhar Se, Mai us Taraf BarhungaAayi Sadaa Jidhar SeAwaaz Sunte Sunte, Tujhe Ran Mai Dhundh hi lungaTu Hai Jidhar Pyaare Mere, Dheere Se Yeh Kehte HuweBaba Idhar, Baba Idhar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Sughra Ke Naamwar ko, khat ka jawaab kya du(n)Sughra Ke Naamwar koJo Muntazir Hai Usko, Barchhi Ka Haal SunadunRaste Se Ab Nazren Hata, Maara Gaya Bhaai TeraKya Bhejdun Usko Khabar haaye[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Teri Sadaa Ko Sunkar, Woh Phir Se Jee UthegiTeri Sadaa Ko SunkarHamshir Teri Warna, Shaayad Nahin Jee paayegiSine Ki Barchhi Thaamke, Sughra Ko Uske Naam SeEk baar himmat Jor Kar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Barchhi Se Bas Kalejaa, Tera Nahi Chhidaa HaiBarchhi Se Bas KalejaaMaqtal Mai Fatema Ne, Dil apnaa Thaam Liya HaiBhaai Hassan Nana Nabi, Baba Ali Daadi TeriMawjud Hai Sab Hi Idhar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Kaise Bayaan Karun Mai, Woh Dardnaak ManzarKaise Bayaan Karun MaiSakhte Mai Thi Khudaai, Rota Tha Saara LashkarJab Fatema Ke Laal ne, Haathon Pe Lekar Khaak SeRakh Kar Kahaan Zaanun Pe Sar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Laashe Ke Dono Jaanib, Baithi Hai Maaen DonoLaashe Ke Dono JaanibSine Pe Bosen Dekar, Leti Hai Malaaen DonoZainab Idhar Laila Idhar, Chume Tera Zakhmi JigarInse Toh Koi Baat Kar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Teri Sadaa Ko Sunkar, Woh Phir Se Jee UthegiTeri Sadaa Ko SunkarHamshir Teri Warna, Shaayad Nahin Jee paayegiSine Ki Barchhi Thaamke, Sughra Ko Uske Naam SeEk baar himmat Jor kar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×3Akbar Janaabe Akbar, Khaamosh Ho Gaye TheAkbar "Janaabe Akbar"Shabbir Sar Jhukaaye, Laashe Ke Paas Khade TheZainab Kabhi Laila Kabhi, Behnne Kabhi Kabhi NaamwarKehta Rahaa Yeh Saara Ghar[Awaaz To Dey Akbar, haaye] ×5
Awaaz To Dey Akbar
Mir Hasan Mir · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.