Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Awaz aa rahi hain.

Ali Safdar · 2006

Awaz aa rahi hain...x4Awaz aa rahi hain...x2Awaz aa rahi hain...x2Maula sada e matam tumko bula rahi hainSeeno se al ajal ki awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain....x2Sadiyon se muntazir hain quraan e rabb e AkbarPehlu badal rahi hain khud zulfikar e HaiderKhud zulfikar e HaiderFaryad kar rahi hain Binte Ali ki chadar[Aaye kamar woh din bhi aaye sada e rehbar] ×2Batil ko aaj haq ki takat mita rahi hainAkwa raha hain haq ki awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain.....x2Maula sada e matam.....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain...x2Soye huwe mujahid bedar ho rahe hainMaula teri madad ke ikrar ho rahe hainIkrar ho rahe hainMajboor e waqt jo the Mukhtar ho rahe hain[Sab naasirane Mehdi tayyar ho rahe hain] ×2Aankhon me Karbala hain aur ashk beh rahe hainHathyaar saj rahe hain labbaik keh rahe hainAwaz aa rahi hain ....x2Maula sada e matam....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain....x2Saaye me noor e haqqe zere amaan e MehdiSar par kafan hain baandhe dekho jawaan e MehdiDekho jawaan e MehdiJaan warne ko sab hain tayyar jaan e Mehdi[Uth uthke dekhte hain sab naasiran e Mehdi] ×2Bai'at ki wadiyon se jhalkar aa rahi hainSadqe Imam e haq me talwar aa rahi hainAwaz aa rahi hain...x2Maula sada e matam....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain...x2Maula hamare itne awaz de rahe hainHam beparon ko apne parbaas de rahe hainParbas de rahe hainWoh nam par madad ke eijaz de rahe hain[Sab teer Karbala se awaz de rahe hain] ×2Khoya hua zameere inka jata rahi hainJo sun raha hain usko awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain....x2Maula sada e matam.....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain...x2Tanha Imam e dauraan sabko bula raha hainJhoole se ek baccha khud ko gira raha hainKhud ko gira raha hainQuraan apni surat daman me la raha hain[Apna gawah lekar Shabbir aa raha hain] ×2Masum ek hichki maqtal me khata rahi hainKanon me bezubaan ki awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain...x2Maula sada e matam....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain...x2Aankhon me jam gaya hain batla ke ek manzarBegoro bekafan hain sehra me lashe SarwarSehra me lashe SarwarNanhi si ek lehad hain padti hain dhup uspar[Saye me umrbhar ab baithe Rabab kyunkar] ×2Ab bhi Rabab khali jhoola jhula rahi hainAkbar ki hichkiyon ki awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain...x2Maula sada e matam.....Seeno se al ajal....Awaz aa rahi hain...x2Maula madad ko aao bazaar Shaam ka hainZaalim ki ek rassi me har gala bandha hainHar gala bandha hainGhairat ka baar uthaye Beemar e Karbala hain[Zainab ka sar khula hain Abid ka sar jhuka hain] ×2Zainab ka imtehaan hain sar nange ja rahi hainAbid ki siskiyon ki awaz aa rahi hainAwaz aa rahi hain....x2Maula sada e matam....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain...x2Is daur me bhi maula manzar ajab dikhayeSaydaniyon ki halat ko aye khude bachayeKo aye khuda bachayePadte hi ja rahe hain bepardagi ke saye[Abbas ke alam ko ab gaiz aa na jaye] ×2Beparda log jaye behiske chal rahe hainAbbas ki wafa ke aansu nikal rahe hainAwaz aa rahi hain..x2Maula sada e matam....Seeno se al ajal.....Awaz aa rahi hain.....x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.