Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ay Chand Karbala Ke

Miscellaneous · 2014

ay chand jalwagar hai hashim ka chand yan parkhairaat roshni ki lelijiyo yahan seay chand....tasleem-o-salsabeelo kausar ke hai ye maalikmaare gaye jo pyase is nehr ke kanareay chand....maare gaye yaheen par be-dardiyo sitam sezainab ke dono pyare muslim ke dono beteay chand....baazu katay yaheen par abbas-e-bawafa keizne wagha na paaya pani bhi laa na paayeay chand....pani pilaane laaye ek mehlaka ko sarwarki ghazab hurmula ne teere sitam lagaakeay chand....is ban may ek bachi baba ko dhoondti thibikhre huwe paday thay jab sar bureeda laasharay chand....baazu bandhay yaheen per pehle pahal haram keis sar zameen se niklay sajjad sar jhukayeay chand....pahuncha hai karbala may nacheez sibte jafaray kaash ke muqaddar humko ye din dikhayeay chand....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.