Ay Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa (as) ka Sipahi BanooMisle Maisam jala kay chiragh-e-wafaBhardoon apnay lahoo sey ayad-e-wafa*Qafila Zuriyat ka Na bhatkay kabhiMisle Hurr choor jaoon chiragh-e-wafaAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa(as) ka Sipahi BanooMairay Aqa Ki Janib jo uthee nazarCheen loonga un ankhoon sey noor-e-basarKaat doonga uss aadmi ki zabaanbarh gaya koi had-e-adab sey agarAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa(as) ka Sipahi BanooKash jab mein hoon masroof-e-Kaar-e-Ghira*Maujiza aisa dikhlaye maira KhudaDekh kar mujhko alooda-e-Khaak-o-khoonKhud Imam-e-Zamaan(as) Keh uthein MarhabaAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa(as) ka Sipahi BanooJab Alam lay kay maqtal ki janib barhoonYeh rujuz shaan-e-Mola Ali mein parhoon*Ghum Nahi hay kay haq goi kay jurm meinQatl karday zamana kay phaasi charhoonAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa(as) ka Sipahi BanooTa ba Anjaam-e-Ghaybat jo mein na rahoonAyy Khuda Haq-e-Nusrat ada Yu KaroonJab Imam apnay lashkar ko tarteeb deinMein bhi Turbat sey labaik kehta uthoonDaagh Hay Dil Pay Zahra ki Jageer kaGhum Hay Aale Muhammad ki Tash-heer kaKam sey Kam itni Mohlat Khuda Bakhsh DeyBadla Mein Lay Sakoon Khoon-e-Shabbir KaAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa ka Sipahi Banoo[/QUOTE]Karbala Mein ajab zulm dhaye gayeLoota Hay sheh ko khaimay jalaye gayeMujrimo ki tarhaa dar ba dar nangay sirAhleBayt-e-Muhammad Phirayee gayeeAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa ka Sipahi BanooAshqiya zulm per zulm dhatay rahayBay sabab taziyaanay lagatay rahayKhoon rotay rahay Ahlebayt-e-NabiLog Jashn-e-Musarrat manatay rahayAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa ka Sipahi BanooBaandh kar aik rassi mein bara galaySoo-e-darbar-e-shaam ashqiya lay chalayKoi aisa na tha jo yeh poochtaKhatm Kab hoongay yeh zulm kay silsilayAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa ka Sipahi BanooKarbala dey rahee hay musalsal sadaMuntazir janay kab sey hain ahle wila*Jald hoo abb zahoor-e-Imam-e-ZamaanAyy Khuda Hay yehi aarzo-e-wafaAy Khuda Ay Khuda Hay Yehi AarzooMein Imam-e-Zamaa(as) ka Sipahi Banoo
Ay Khuda Ay Khuda Hay Yehi Aarzoo
Ali Safdar · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.