Aayi Sada e Akbar baba madad ko aaoNaiza laga hai dil par baba madad ko aaoDil ko pakad kar sarwar be saakta pukareAye mere laal akbar awaaz do kahan hoBechain hu main dilbarAwaz do kahan hoAye mere laal AkbarAwaz do kahan hoMabood rakh salamat Akbar ki tu jawaniTere nabi ki hai wo muh bolti nishaniHum Surat e payambar x2Awaz kahan ho..Tanha main reh gaya hu koi nahi hai MeraMaqtal me har taraf hai mauje layeen ka gehraTum tak main ponchu x2Awaz do kahan ho..Abbas Mera bhai is dum Jo pass hotaAkbar tumhara baba phir na udas hotaAb hai nahi biradar x2Awaz do kahan ho..Main hu zaeef beta jaldi se kaise aauGhum leke dil par tera kaise kadam uthauChalna hua hai dhubhar x2Awaz do kahan ho..Ghabra nahi Tu beta main ran me aa raha huDikhta nahi hai phir bhi pau utha raha huMain Kha raha hu thokar x2Awaaz do kahan ho..Aankhon me roshni Thi dum se tumhare betaBe noor hai ab Aankhen Ghum se tumhare betaDhoondu tumhe kahan par x2Awaz do kahan ho..Betaab ho raha hu ulfat me Teri AkbarDil Mera doobta hai furkat me Teri akbarHai dard dil ke andar x2Awaaz do kahan ho..Khun me naha ke apne lo sogaye hai akbarKhamosh ab khade hai bete ke pass sarwarKisko kahe wo qaiser x2Awaz do kahan ho..
Ay mere laal akber
Sayed Shabrez · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.