Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aye Auno Mohammad

Mir Hasan Mir · 2009

kehti thi ye zainab yun maa ka maan nibhanaay auno-mohamad ay auno-mohamadshabbir ka tum sadqa ho ab qaime may betatum laut kar na aana ay auno-mohamadhai maa ko yaqeen tum maa ki baat rakhogeye yaad rahe qaimo may hai pyase bachedarya pe agar jaana ho seh roz ke pyasotum pyas na bujhana ay auno-mohamaday auno....har haal may tum par laazim hai shukr khuda kaay shehzado hai sabr tumhara virsafarzand ho tum zainab ke shikwa nahi karnajab zakhm koi khana ay auno-mohamaday auno....kab humpe sitam karne ke liye aaye haiyeh badro ohad ke badle ke liye aaye hailaazim hai razaz se pehle maidan may tum parmadhe ali sunana ay auno-mohamaday auno....jab saans tumhari bachon ho ukharne walius waqt sirhane aayengi madar meridil ki ye mere khwahish hai us dam meri maa sezakhmon ko tum chupana ay auno-mohamaday auno....khaatil pe karam nana ki tarha kar denayun laaj mere bhai ke naam ki rakhnajo waasta de bhai ka maidan pe us partum taygh na chalana ay auno-mohamaday auno....jab laashe uthaakar qaime may laaye sarwarzainab ye boli askhon ko apne chupakarmai bhi na tumhe ro-ungi aur mere liye bhiaansu na tum bahana ay auno-mohamaday auno....taazeem ki khaatir kyun ut-thay nahi ab betadekho to sirhane aaye hai mere bhaiyajaago mere shehzado kya bhoolgaye hoqadmo pe sar jhukana ay auno-mohamaday auno....shabash mere bachon hoo mai tumse raaziyeh kehke takallum khamosh huvi shahzadinaizo pe safar karke hamraah hamaaretumko hai shaam jaana ay auno-mohamaday auno....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.