aye mere baba..(2)mujhko bulalo(2)tum paas apne(2)aye mere baba(2)aye baba baba jaan..(8)koi ab nahi ab mera yahaaye baba baba jaanaye baba baba jaan..(4)1. Kaise jiyu kaise tumhe paau'nkaise ye ghum baba mai uthau'nkidhar jau'n kidhar se mai laau'nkaise bhala seene se lagau'nbhai ab nahi mera yaha'naye baba baba jaan2. Baba yaha'n kaun hamara haibaba mera kaun sahara hainargha e aada mein khule sar hukya ye tumhe ab bhi gawara haijeena hai dushwar ab yaha'naye baba baba jaan3. Aab o ghiza ko nahi kehti maibaba dawa ko nahi kehti maihaatho se chehre ko chupa lungitumse rida ko nahi kehti maijald chale aao mai qurbaanaye baba baba jaan4. Shimr e laee'n mujhko satata haisone nahi deta rulata haioong jo aati hai kabhi mujhkomere tamache wo lagata haicheen li kaano se baliya'naye baba baba jaan5. Tashna dahan tashna jigar babapaas mein ammu ho agar babajaan labo par hai sakina kidedo unhe itni khabar babakab talak sahungi sakhtiya'naye baba baba jaan6. Mere gale mein hai rasan babakhoon mein dooba hai badan babazulm o sitam ranj o mahan babakaise karu ab ye sahan babajism se nikal na jaye jaa'naye baba baba jaan7. Noke sina par hai sar tumharakab hai qayamat se kam nazaraaalam e ghurbat mein mere babajisne jaha'n chaha mujhe maaraaur kuch karu bhi kya baya'naye baba baba jaan8. Akbar o asif ho raqam kaisedil pe uthaye ye alam kaisesogayi zinda'n ke andhero meindukhtar e sultane karam kaisekehte kehte baba baba jaanaye baba baba jaan
Aye baba baba jaan
Ali akbar ameen · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.