Bazar e shaam mein, darbar e aam meinzainab ki sadaein aati thiAa ghazi, aa ghazi..(3)Zainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)Zainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)1. Aa dekh teri behne bazaar mein khadi hai..(2)majma hai shamiyo ka, chadar kahi se laadoZainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)2. Ehle haram ne ghazi kitna tujhe pukara..(2)bechayn hai sakina, chehra use dikha doZainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)3. In zalimo ne mujhko sone nahi diya hai..(2)saaye mein tum alam ke, kuch der ko sula doZainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)4. Darbar jaa rahe hai sajjad sarbaa'n hai..(2)ghazi musibato mein kuch hausla badha doZainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)Mere ghazi.. Mere bhaiyya5. Shabbir ke ghamo ko aye door karne wale..(2)qaidi bane khade hai, azaad to kara doZainab bula rahi hai..(2)awaaz to suna doaye bawafa kaha ho, bhai zara sada do..(2)Mere ghazi mere bhaiyya
Aye Bawafa
Ali Shanawar and Ali Jee · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.