haye hussain haye hussain hayeaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)barchi pisar ke chand se seene me gadgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)abbas tum naa aaye madad ko furaath se...(2)sajjad ke bhi paon me zanjeer padgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)ghodon ne aisa rondha hai dulha ki laash ko..(2)mehendi tamaam haathon se qasim ki jhadgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)khaye idhar tamaache sakeena ne shimr ke...(2)surqi udar hussain ke chehre ki badgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)syedaniyon ka haal e tabaahi na puchiye...(2)godhi kisi ki maang kisi ki ujhadgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)poshaak tak na chodi badan par hussain ke ...(2)maidane karbala me ajab loot padgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)attarha bhai jis ka asaa banke aayethe...(2)zainab ki wo kalayi rasan me jakadgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)ghash araha hai naa qe pe zainab ko baar baar...(2)shayad nazar furaat ke sahil pe padgayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)naize pe bekharaar bahuth hai sare hussain...(2)lagtha hai qafele se sakina bhichad gayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)kehthi thi bekasi bhi sakina ko dek kar...(2)pardes me ghareeb ki qismath bigad gayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)be parda gi ko akhtharo rehan kya likhen...(2)binte ali zameen me qairath se gad gayiaye karbala hussain ki dunya ujadgayi...(2)haye hussain haye hussain
Aye karbala hussain ki duniya ujad gayi
Mirza Rehan Ali Firdosi · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.