Us waqt jab ke zainab, darbar mein gayi thiqaari namaziyo se mehfil saji hui thizalim ye puchta tha, ghazi tera kaha'n haibaalo se mu chupaye zainab ye keh rahi thiaye mere baba jaanho rahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?Majma e aam mein, be watan be amaan, agaya karwaanAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?1. Mein bhi hoon marziya, Bint e Khayrun Nisa,Mere lehjay mein hai, baba teri adaa.Naam Zainab mera - baba jaa'ntune jo rakh diya - baba jaa'nday di apni zubaanAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?2. Baba jaan mein rida maangti reh gayi,Bamo dar saj gaye, jite ji margayi,Halqa e Shaam mein - baba jaa'nnaam sunkar mera - baba jaa'nmargaya naatawanAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?3. Ruk na paya mere bawafa ka wo sarnoke naiza se aane laga khaak parbehen ko dar ba dar - baba jaa'ndekh ke nange sar - baba jaa'nseh na paaya jawa'n - baba jaa'nAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?4. Kal thi maa aaj mai bhi hu darbaar meinmisl e zahra khadi hu mai aghyaar meinus taraf hai shaqi - baba jaa'nis taraf reh gayi - baba jaa'nbe padar betiya'nAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?5. Shaam e ashoor se, shaam o kufa talakMaine manga nahin hai khiraj e fadakMeri chadar say hai - baba jaa'nmeri maan ka sukoo'n - baba jaa'nsunle zalim jahaan6. Haath kanoon pe hai, neel gaalo'n pe haiAur nisha'n jo Sakina ki shaano pe haiHar nisha'n se yehi - baba jaa'naa rahi hai sada - baba jaa'nbaba jaan baba jaanAye meray baba jan, horahi hai azaan, sar chupaun kaha'n?7. Aisa khutba diya maine darbar meinLikh raha hai jo Yawar tere pyaar meinLehjaye hayderi - baba jaa'nhar azaan ke liye - baba jaa'nhai sadaa e azanAllahu akbar, Allahu akba
Aye mere baba jaan
Shahid Baltistani · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.