Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Aye shaheed e insani

Muqarrib Raza · 2020

Aye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani,Aaj Tak Dilo'n ParHai Teri Hi Hukmeraani,Zibh Kardiya TujhkoAur Nahi Diya PaaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani1) Jaan-e-Mustafa(s.a) Tum HoJaan-e-Murtuza(a.s) Ho,Jaan-e-Fatema(s.a) Tum HoRoohe Anbiya Tum Ho,Tum Muammae Kul HoJuz-e-Shar-e-Qur'aaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani2) Marqade Nabi(s.a) ChhootaQabr-e-Fatema(s.a) Chhooti,Roza-e-Hassan(a.s) ChhootaPyaari Dilruba Chhooti,Iss Tarha Madeene Se Aale Mustafa(s.a) Chhooti,Shehr Saara Sunsaa'n ThaaChha Gayi Thi VeeraniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani3) Karbala Ki Manzil BhiKya Ajeeb Manzil Thi,Peer Aur Jawaano'n MeinNanhi Jaa'n Bhi Shaamil Thi,Baad-e-Asr Zainab(s.a) KoSabse Saqt Mushkil Thi,Bhook-o-Pyaas Ka SehnaQaafle Ki NigraaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani4) Che Maheene Waale NeTeer Khaake Dam Toda,Tera Saal Qasim(a.s) KaKhoo'n Mein Bhargaya Joda,Jaadae Haqeeqat SeNa Kisi Ne Moo'n Moda,Kaise Kaise Jaano'n KiPesh Kardi QurbaaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani5) Bhai Ke Kate ShaaneUff Nahi Kiya Toone,Chhote Aqruba SaareUff Nahi Kiya Toone,Haaye Jalgaye QaemeUff Nahi Kiya Toone,Lab Mile Toh Naeze ParBolte Toh Qur'aaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani6) Dhoop Wo Qayaamat KiTera Aaqri Sajda,Ishq-e-Haq Ki Manzil ThiTera Aaqri Sajda,Fatema(s.a) Na BhholegiTera Aaqri Sajda,Pusht Par Sitamgar ThaKhaak Par Thi PaeshaaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani7) Zulm-o-Joar Ki QuavvatToone Tod Kar Rakhdi,Kufr Ki Kalaai BhiToone Tod Kar Rakhdi,Gardan-e-Yazeedi BhiToone Tod Kar Rakhdi,Thokro'n Mein Udta HaiUska Taaj-e-ShaetaaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani8) Ek Dopaher Mein HiGhar Ujad Gaya Tera,Hai Furaat Par AbtakBhayi Ka Tere Qabza,Sar Ke Bal Ziyaarat HoHai RAZA Ka Ye ManshaHind Mein Pareshaa'n HaiQaadim-e-QuraasaniAye Shaheed-e-InsaaniAye Shareek-e-Qur'aani

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.