Aye Shair-e-Nayastan-e-Haider Abbas-abbas ay shere nayastane hyderdeti thi sada zainab rokarabbas ay shere....kya isi din ke liye maangi thi baba ne duaaake pardes may hojaoge tum humse judasotay ho chain se darya ke kanaare bhaiyakya sunayi nahi deti tumhay halmin ki sadaabbas tanha hai khade ran may sarwarabbas ay shere....ay mere shere jawan ay mere bhai ho kahanshaakh hai dil pe mere teri judaai ho kahandayr se deti hoo bhaiya mai duhaai ho kahanlut-ti hai fatema zehra ki kamayi ho kahanabbas khanajr hai halqe sarwar parabbas ay shere....kya isi din ke liye saath behan thi aayiaagayi neend jo darya ki tarayi paayiphir palat kar hame soorat bhi nahi dikhlayiaagaya ran se alam tum nahi aayi bhaiabbas phat-ta hai mera sadme se jigarabbas ay shere....girke ghoray se sada baap ko akbar ne jo didibare fatema zehra ki ajab haalat thihaath malte thay kabhi ghaat ko taktay thay kabhithaam kar tooti kamar kehti thay farzande nabiabbas laaun kaise laashe akbarabbas ay shere....haal shabbir ka ab to nahi dekha jaatahai kamar kham nahi aankhon se soojhayi detaye zeefi ye jawan laal ka sadma bhaiyathaam lo badke zara haath tumhi bhai kaabbas khaate hai thokar par thokarabbas ay shere....bhai ko bhool gaye dhyaan na behno ka rahayaad aaya na koi paayi jo darya ki hawahaye kis dil se kiya tum ne gawara bhaiyahar tamache pe sakina ne tumhay yaad kiyaabbas jab cheene gaye kano se goharabbas ay shere....hai qayamat ka saman loot hai har simt machikoi pursa nahi haalat ajab bachon kitaaziyane koi khaata hai tamache koiaag daaman may hai masoom sakina ke lagiabbas bhaiya utho lo jald khabarabbas ay shere....chor kar dashte musibat may behan ko bhaitumne acha hi kiya door basayi bastidekh sakte thay kahan tum to haye halat meribalwaye aam may bhaiya mai khule sar hoo khariabbas aada le gaye chaadarabbas ay shere....azmato izzate saadat bhula di bhaiaag qaimo may layeeno ne lagadi bhaimasnade ahmade mursal bhi jaladi bhaitaaziyano se hai abid ko saza di bhaiabbas ghash may hai pada mera dilbarabbas ay shere....
Aye Shair-e-nayastan-e-Hyder Abbas
Anjuman · 2000
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.