Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ayyam e Hussain

Farhan · 2020

Hussain.. hussain.. hussain... Yaa Hussain!Hussain, hussain, hussain, hussain ..(2)Ayyam e hussain.. ayyam e hussain..(2)Chand moharram ka hua hai ayaa'nayyam e hussain..kaale libaso'n mein hai peero jawaa'nayyam e hussain..Chand moharram ka hua hai ayaa'nkaale libaso'n mein hai peero jawaa'nghar mein azakhana sajati hai maahan ye moharram ki hai tayyariya'nye bargaah, ye masjide, ye majlise, ibadatehai bolbala aaj bhi hussain teri jeet kadil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Saja diye gaye alam, bicha diya hai farshe ghumkaram hai bibi sayyeda ke ghar mein aa gaye qadamNabi bhi hai, Ali bhi hai, Hasan bhi hai, Hussain bhiha pursa lene aagayi hai humse aale Mustafadil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Hai wila azaa ka silsila merahalqa e matam hai ilaqa meranaa kabhi hussain ko bhulaungaFatima Zehra se hai wada merawilayat e Ali rahe, azaa rahe hussain kiha maqsad e hussain, maqsad e hayaat hai meradil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Majlis e azaa, juloos o taziyejhule, zuljanah, alam ke silsilejaa ba jaa hussain ki sabeel haimatami chale hai halqa baandh kegali gali, nagar nagar, sabhi hai aazime safarrawa'n dawa'n hai karbala ke simt kitne qafledil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga deaankhein mujhe di hai to karbala bhi dikha deis saal arbaeen pe paidal karu safarya rab mujhe hussain ka zawwar bana deKya hua jo mai bohot ghareeb huapne maula ke to mai qareeb husaal bhar namak se roti khaungaphir bhi karbala zaroor jaungawo din kabhi to aayega, wo karbala bulayegahussain apne ashiqo'n ka dil nahi hai todtadil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Karodo log tere ishq mein safar pe chal diyenajaf se karbala ki samt ye peyada qafleqadam qadam, liye alam, safar mein hai, ye ehle ghumnigaah sue karbala, labo'n pe sab ke ek sadaadil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Jaha'n jaha'n uthi nazarhussain hi hussain haigali gali, nagar nagarhussain hi hussain haihaa dekhlo karodo sarhussain hi hussain haizamee'n se dekho arsh parhussain hi hussain haihusainiyo ka raahbarhussain hi hussain haijaha'n mein har zabaan parhussain hi hussain hai..(2)Hussain.. hussain...Ghume hussain mein jo ashkbaar hota haikisi bhi mulk se ho usse pyaar hota haina rang o nasl na mazhab ki koi qayd yaha'nsabhi ka za'ereen mein shumar hota haiMarhaba chehlum e shabbir manane walegoshe goshe se chale aate hai aane walemehwe hairat hai umayya ke gharane walekeh rahe hai ye zamane se zamane wale, zamane waleshart e mazhab nahi jisme wo idara hai hussainaaj har qaum ye kehti hai (hamara hai hussain)..(3)dil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Hussain tu ne maslako ke fasle mita diyealam kisi ne aur kisi ne taziye saja diyejo kalma goh nahi hai wo bhi tere darr pe agayehar aadmi ke waste hai tera darr khula huadil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Hussain.. Hussain..Tere chehlum ke liye, tere matam ke liye..(2)aagaye karbobala, ye tere ehle azaabaland haath fazao'n mein aur labo'n pe bukaHussain.. hussain..Matami ki hai sadarahe ayyam e hussainkarbala aaye sadaarahe ayyam e hussainchahta hai ye Khudarahe ayyam e hussainSayyeda ki hai duarahe ayyam e hussaingir ke ye mazhar o farhan ne sajde mein kahaHussain.. hussain..dil mein hussain, hussainjaa'n mein hussain, hussainayyam e hussain, ayyam e hussainAyyam e hussain.. ayyam e hussain..(4)Ayyam e hussain.. ayyam e hussain..

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.