Hussain, Hussain..(4)Assalamu alaika ya, saarallahi wab na saarehAssalamu alaika ya, qateelal abaraarAarzoo ye dil e mann, mahrame darde dil e mannaye ghareeb e zahra, jaan e ali, khoone khudaTu nahi hai to mera, koi duniya me nahitere matam ke siwa, koi bhi armaan nahihayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussainfi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain HussainKarbala ye tu qibla e dilam, arbaabe mann....Aaaghaa e mannAarzoo ...Mera anjaam hai tu, mera aaghaaz hai tuhai tujhe meri khabar, mera hamraaz hai tumai hu deewana tera, meri aawaaz hai tutere matam ke siwa, koi bhi armaan nahihayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussainfi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain HussainKarbala ye tu qibla e dilam, arbaabe mann....Aaaghaa e mannAarzoo ...Mi guyad saani e zahraAye ghareeb e zahraMaa ke boodeem pardah nasheenAz sare naizaa haale man bibeenZainab e khasta jigar, thi jo paabande rasanchinn gayi uski rida, tune paaya na kafanbayn ye karti rahi, laash par teri bahantere matam ke siwa, koi bhi armaan nahihayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussainfi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain HussainMan baraye tu girya mikunam, tu baraye mannAaaghaa e mannAarzoo ...3. Hai takallum ki dua, malike kaun o makaa'njis ke aankho'n se sadaa, khoo'n hai ghaibat mein rawaa'naake darwaish wo de, sehne kaaba mein azaa'n{hayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussainfi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain Hussain}..(2)Man baraye tu girya mikunam, tu baraye mannAaaghaa e mannAarzoo ye dil e mann, mahrame darde dil e mann.... Hussainaye ghareeb e zahra, jaan e ali, khoone khuda.... HussainAynat-talib bi damil maqtoole be karbala..(3)
Azaan e darwaish
Shahid Baltistani · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.