Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Azadar

Nadeem Sarwar · 2019

Hussain...Hussain, Hussain, Hussain, Hussain, HussainMaula tum hamare, maula hum tumhare..(2)Maula, Maula salaam aap pe sadd baar ya hussainsab ishq e hussaini mein hai sar shaar ya hussainsab pe ho karam aapka sarkaar ya hussainhazir hai, hazir haihazir hai azadar, azadar ya hussainazadar..(5)Maula tum hamare, maula hum tumhare..(2)Hum charagh e mustafa ke parwane, aye zamaneazadar, azadar, azadarPanjetan ke naam ke hai deewane, aye zamanehamara dil, hamari jaa'nhamari ek hi zabaa'nhai hamare seeno par likha huaazadare hussain, azadar e hussain, azadar e hussainazadar..(5)jiye jiye jiye karbala, jiye ya hussain, jiye azadar1. Haan..Makka, madina o najaf, karbalaishq e khuda ka hai yehi raastaFatema, Hasnain, Ali lafatahqibla e mann naaqa Rasule khudaek sukhan, ek lagan, ek zabaa'n, ek dahanPanjetan ke naam par nisaar haihum hai wafadar e khuda, naam e Mohammad pe fidaKhatim e rasool e kirdigaarhamara dil, hamari jaa'nhamari ek hi zabaa'nhai hamare seeno par likha huaazadare hussain, azadar e hussain, azadar e hussainazadar..(5)hussain jaan hussain..(2)hussain jaan hussain, jaan hussain, jaan hussainhussain jaan hussain..(2)hussain jaan hussain, jaan hussain, jaan hussain2. Haan...Haan mai wafadaar hu shabbir kahaan mai azadar hu shabbir kamunis o ghumkhwaar hu shabbir kamatami zawwar hu shabbir kaashk e aza, meri dawa, farsh e wila, ishq merahum dar e maula ke talabgaar haipehne hue shaal e aza, dil mein liye karbobalamaula tere qaafle tayyar haihamara dil, hamari jaa'nhamari ek hi zabaa'nhai hamare seeno par likha huaazadare hussain, azadar e hussain, azadar e hussainazadar..(5)3. Haan...Karbobala kya hai batate chalomomino is ghum ko manate chalofarsh e aza milke bichate rahoparcham e abbas utha te rahomilke raho, milke chalo, aisa bano, aisa karojaisa ke qur'aan ka farmaan haihaq pe jiyo, haq pe maro, pyaar karo, saath rahokarbobala ki yehi pehchaan haihamara dil, hamari jaa'nhamari ek hi zabaa'nhai hamare seeno par likha huaazadare hussain, azadar e hussain, azadar e hussainazadar..(5)jiye jiye jiye karbala, jiye ya hussain, jiye azadar4. Haan...Saara jaha'n halqa e matam mein haighum ki fiza maah e moharram mein haiishq e khuda pyaas ke mausam mein haimaula mera dard ke aalam mein haiaao chale, karbobala, karne ko matam ye bapaparchame abbas nigehbaan haiaati hai zainab ki sadaa, aagaya jo karbobalafatema zehra ka wo mehmaan haihamara dil, hamari jaa'nhamari ek hi zabaa'nhai hamare seeno par likha huaazadare hussain, azadar e hussain, azadar e hussainazadar..(5)hussain jaan hussain..(2)hussain jaan hussain, jaan hussain, jaan hussainhussain jaan hussain..(2)hussain jaan hussain, jaan hussain, jaan hussain5. Haan..Badhta rahe qafela shabbir kamarhala dar marhala dar marhalatay ho safar sarwar o rehan kasilsila dar silsila dar silsilachaman chaman, kali kali, nagar nagar, gali galimaqsad e shabbir batate chalohoga karam, qadam qadam, leke chalo, shaah ka ghumparcham e abbas uthate chalosalaam ya hussainsalaam ya hussainazadar..(5)Maulaa.....Anmol la zawaal ye rishta hai azadarkhadim hai azadar to aaqa hai ya husssainWallah, WallahAnmol o la zawaal ye rishta hai azadarkhadim hai azadar to aaqa hai ya husssainYa hussainDuniya mein jo hussain ka banta hai azadarnaslo ko ba muraad banata hai ya hussainYa hussainJo bhi ghum e hussain manata hai azadaruske sabhi ghumo ko mitata hai ya hussainYa hussainFarshe azaa jo ghar mein bichata hai azadarghar aise khushnaseeb ke aata hai ya husssainYa hussainMatam jo sheh ka dhoop mein karta hai azadardaman mein usko apne chupata hai ya hussainYa hussainAbbas ka alam jo uthata hai azadarusko wafa sheyaar banata hai ya hussainYa hussainRutba agar shaheed ka paata hai azadarmarkar bhi jeena usko sikhata hai ya hussainYa hussainJo rizq bhi naseeb se pata hai azadardeta khuda hai aur dilata hai ya hussainYa hussainLabbaik ya hussain jo kehta hai azadarzawwar usko apna banata hai ya hussainYa hussainSalam ya hussain..(3)Salam salam salam ya hussain..(4)Salam ya hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.