labbaik ya hussainlabbaikazaa ka dushman hai gar zamaana to ham hussaini hain yaad rakhnasada rahegi sadaa e maatam bahega sailaab aansuwon kamitaa na paayegi ham ko dunya hai saath apne dua e zehralabbaikdua e fatema hai girya o zaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengena hoti gar dua e fatema phir ham kahaan hoteagar ye gham nahi hota to ehle gham kahaan hotejanaabe sayyada ki farmabardaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengekabhi bhi kaarwaane nusrate sheh ruk nahi saktahamaara sar kate kat jaaye lekin jhuk nahi saktaali ke maan ne waale hain khud daari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengezamaane ko sabak sikh laagaye karbobala waalesitamgar ki himaayat kar nahi sakte khuda waalekisi mazlum o bekas ki tarafdaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengekhuda ka din baaqi mustafa ki shaan baaqi haihussaini majlison se jazba e imaan baaqi hairakhenge masjidein aabaad dindaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengebataayenge sabhi ko daastaan pyaas aur paani kisabeele aab hogi yaad me ashnadahaani kiali asghar tumhaari naaz bardaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengelabe shabbir pe soya paher ki pyaas ke sadqehame sab kuch mila hai parchame abbas ke sadqekhuda ne haath bakhshe hain alamdaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengeek aysa bewatan jiska janaaza bhi nahi utthawo arze karbala aur bekafan shabbir ka laashaqasam khaate hain hargiz taazya daari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengeham ek din maqsade karbobala sab ko bataa dengehussaini hain yazidiyat ko dunya se mita dengekabhi islaam ke dushman se bezaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengesada mesum ke hothon par rahe shabbir ka nauhakalim hoti rahe is tarha tiskeene dile zehrabapa maatam rakhenge girya o zaari na chorengeham apni jaan de denge azaadaari na chorengelabbaik
Azadari na chhodenge
Meesum Abbas · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.