Ya Zahra Ya Zahra, Ya Zahra Ya Zahra s.aAzmaton Ka Hay Aasman Zahra s.aHay Jahan Bhi Khuda Wahan Zahra s.aTum Hijaab E Khuda Ho Kiyun Na KahunHay Jahan Bhi Khuda Wahan Zahra s.aKesay Dekhay Bashar Hay Kesa KhudaNoor Tera Hay Darmiyan Zahra s.aShab E Mairaaj Sath Haider KayApnay Baba Ki Mezban Zahra s.aJiski Azwaaj Maa'n Hain Ummat KiUs Mohammad Ki Tum Ho Maa’n Zahra s.aWazn Main Ayaton Kay Jesi HayTeri Fizza Ki Rotiyan Zahra s.aNaam Tera Bhi Is Main Shaamil HoDay Day Salman Jo Aza’n Zahra s.aHur Ka Roomaal Day Raha Hay SadaMaatmi Pay Hay Mehrbaan Zahra s.aArsh Gir Jaey Ga Zameen Pay AbhiKhol Day Tu Jo Muthiyan Zahra s.aAap Ki Tarhan Maang Leti FidakAur Hoti Jo Betiyan Zahra s.aFarsh e Matam Tera Jo Hay Qum MainHay Wo Darvaish Ka Jahaa'n Zahra s.a
Azmaton ka hai aasmaan zahra
Shahid Baltistani · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.