Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baab e hussain alamdaar

Irfan Haider · 2017

Abbas abal fazl….(4)Ya sayyedi yaa.. abbasya sayyedi ya abbasYa sayyedi yaa.. abbasya sayyedi ya abbasya sayyedi ya abbas..(4)Kuch aise saliqe se ataa karta hai ghazi..duniya ye samajhti hai khuda baat raha haiteri hifazat mein rahe saare azadaar... wallahbaab e hussain - alamdaar..(4)1. Hum rahe ya na rahe dard ki tasweer rahematam e shabbir rahewallah..kya hai qaza, baqa, fana, hawa..bus ye diya jalta rahehar areeze pe likha tera naamzikr e shabbir kare subho shaamhai azadaro ka bus yehi kaambaab e hussain - alamdaar..(4)2. Ae wafadaar dil e madar e shabir ke chayntera laqab baab e hussainwallah..tujhko padha, likha, suna, kahakhwab e ali khwab e hussaintu ataa karta hai ab ataa karmausam e ghum ki fiza ataa karhar jagah farsh e azaa ataa karbaab e hussain - alamdaar..(4)3. Jo hai saugaat e azaa zinda rahe taba abadchahiye bus itni madadwallah..tera haram, karam, hasham, alamhai tere hone ki sanadtu sakhi ibn e sakhi wafadaaraagaye darr pe tere gunehgaarsaniye shere khuda madadgaarbaab e hussain - alamdaar..(4)4. Jhula, taboot, alam aur ye paani ki sabeeldete hai humko ye daleelwallahdono jaha'n, jinaa, yaha'n, waha'ntu hai ghume sheh ka wakeeljab jaha'n dekhe alam kahe humduniya ho jaye fana rahe ghummatam e sheh ki sadaa na ho kambaab e hussain - alamdaar..(4)5. Leke hatho pe alam aag pe hum chalte raheaur dua karte rahewallah..zakhme azaa, qama, buka, wafaehle azaa karte raheho ye zanjeer zani hamadamaur rahe khooni qaba yehi humyani abaad rahe tera ghumbaab e hussain - alamdaar..(4)6. Rasme saqqayi adaa aath moharram ko karehaziri hum karte rahewallahbanke faqeer, ameer, wazeer, aseerjaake tere darr pe kahetu duao'n ko asar ataa karkhali godi ko pisar ataa karrizq, aulad, hunar ataa karbaab e hussain - alamdaar..(4)7. Kehke jo baab e hussain maange dua hogi quboolkehta hai ye ibn e rasoolwallahtera akhi, wali, wasi, sakhiye hai dilo jaane batoolye wazeefa ho tere labo parteri sunlenge dua payambarwird ye sham o sahar kiya karbaab e hussain - alamdaar..(4)8. Zindagi bhar yehi mazhar o irfan duazinda rahe ehle azaawallah..nauha azaa, fugha, quraa'n, bayaa'njaari rahe ye silsilaye kahe ehle sukhan meri jaa'nsoz khwa'n ehle qalam nauha khwa'ntu azadaro ka hai qadardaa'nbaab e hussain - alamdaar..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.