Baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×4Ay dast-e-karbala baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Rota hai kisliye zakhmi huwa hai kyu] ×2 Chehre pe ye tere kiska laga hai khu(n), kuch to mujhe bata, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Baghe kati huwi, aur zeen hai ghiri] ×2 Darbar-e-jism mei, kyu hai gari huwi, tanha to agaya, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Ay asp-e-bawafa, ye hai teri wafa] ×2 teri sawar jo, tu khoke agaya, Nazre mila bata, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Mei dekhti rehgayi jaldi na kar abhi] ×2 Maqtal me tu na jaa, har simt ho shaki, mana na tu kaha, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Mei kaise sowungi, har waqt rowungi] ×2 maqtal mei me-o-me, maqtal mei jawungi, tu raasta bata, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Akar watan se door, ye bewafaai ki] ×2 Azan-e-bawagar de azmaai ki, tu dekhta raha, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Baba ki khun ki bu, mehsus hoti hai] ×2 Jaldi bata mujhe, ab jaan jati hai, tu hontsi liya, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Kaise sahu ye gham, gutne laga hai dam] ×2 baba wagair kyu, utthe tere qadam, mera na dil dukha, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Ye kehke rodiya, rahwaar-e-shah-e-deen] ×2 Rakha sakina ke qadmo(n) pe wo jabeen, bibi na kar gila, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2[Mei bawafa nahi, ehl-e-jafaa nahi] ×2 mei kya jiyunga jab, aaqa mera nahi, bibi na do sada, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2["Rehan azmi" wo asp-e-bawafa] ×2 bad-e-hussain phir, dekha nahi gaya, khud karbala mei kya, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2Ay dasht-e-karbala, baba-e-man kuja[Zuljana zuljana baba-e-man kuja] ×2Ay dasht-e-karbala, baba-e-man kuja, ay asp-e-bawafa, baba-e-man kuja
Baba-e-man kuja
Shahid Baltistani · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.