Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Baba mujhe lene aagaye hai

Syed Raza Abbas Zaidi · 2017

Haye sakina.. haye sakina..Kehti thi ro roke baali sakinababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)1. Duao'n mein mere asar aagaya haijo manga tha maine idhar aagaya haimuqaddar ka suraj nazar aagaya haiandhere gaye kya diyo ko jalanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)2. Mere bhai sab khwaab pure hue haimere baba zindaa'n ke dar pe khade haiye maana jo bhai ke sadmein bade haimai sojaungi banke tum na jaganababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)3. Wo jab muh pe muh rakhke mujhko jagayesakina sakina woh kehke bulayewo godi mei lekar jo dil se lagayemere zakhmi kaano ko unse chupanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)4. Ye kaisa yaha'n inqelab aagaya haiandhera gaya aftaab aagaya haimere khat ka khoya jawaab aagaya haikhushi ka meri kuch nahi hai thikanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)5. Mere dil ki dhadkan badhi jaa rahi haijo aati nahi thi hawa aa rahi haiye kehte hue ab hayaa aa rahi haikhudara na shimr e laee'n ko batanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)6. Bus ik aarzu hai mere bhai sunleagar koi zanjeer e darr ko na kholebohot dheere dheere, bohot haule hauletu ghazi ko aawaaz dekar bulanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)7. Jab aayegi zindaa'n mein unki sawarito jee jayegi ye musibat ki maarisunaungi mai dukh unhe baari baarikahungi ab aaye ho jaana kahi'n naababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)8. Achanak andhero se ek shor utthato sajjad ne jaake bachhi se puchaye tumne sakina koi khwaab dekhawo boli haqiqat ko mat khwaab kehnababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)9. Rehan o raza kuch bhi abid na bolekaha kya kaha mere baba ne tumsekaha kuch nahi dekh kar ro diye thepukare bus ab tumko hai saath jaanababa mujhe lene aa gaye haizindaa'n ke darr ko khulwa do bhaiyyababa mujhe lene aa gaye hai..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.