Haye,sadme utha rahi hu mai baba tumhare baad..(2)darbaar jaa rahi hu mai baba tumhare baadsadme utha rahi hu mai baba tumhare baad1. Baba ye fatima pe musibat ka waqt haiye marhala kathin hai qayamat ka waqt haikhutba suna rahi hu mai..(2)baba tumhare baad2. Koi mujhe bataye ke kya tha mera qusoorsadma hai ye ke shehr ki aabadiyo'n se dooraasu baha rahi hu mai..(2)baba tumhare baad3. Baba tumhare baad ye mujhpar sitam huamohsin mera shaheed hua wa musibataye ghum utha rahi hu mai..(2)baba tumhare baad4. Baba ghareeb beti ki ghurbat to dekh loummat ne haq nahi diya binte rasool koye ajr paa rahi hu maibaba tumhare baad5. Ummat ki har naqaab ko rukh se hata ke aajdarbaar mein laeen ke khutba suna ke aajhaq ko bacha rahi hu mai..(2)baba tumhare baad
Baba tumhare baad
Mir Hasan Mir · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.