Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Badshah hussain

Shahid Baltistani · 2023

Hussain.. Hussain.. Hussain..Badshah e mannShehenshah e mannQibla e dilam, Kaba e dilamHussain.. HussainHussain..Hussain Ya HussainHussain Ya HussainHussain Ya Hussain, Ya Hussain, Ya HussainBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiKaayenat mein, baat baat mein..(2)teri baat, tera tazkera, hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain hai1. Tujhko dilwalo ka sultan kaha jaata haiIshq mein tere koi teer o tabar khata haikoi laakho se bahattar mein chala aata haitujhse jab mila.. hurr samajh gayahai fanaa yazeed aur baqa, hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiHussain Ya HussainHussain Ya HussainHussain Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain2. Tu balandi hai, zabardast hai, aala tu haijisko abbas kahe maula, woh maula tu haiarsh walo ko zamee'n baa'tne wala tu haikyu na farsh pe, aasma'n jhukemalike zameen e karbala, Hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiTu hi hai toote dilo'n ka sahara hussainhai ashiqo ki sadaa, tu hamara hussain3. Jab se seeno mein basaya hai tera ghum mauladil ki dhadkan bhi hume lagti hai matam maulasaal bhar rehta hai ankho'n mein moharram maulahai nishane ghum, seeno pe raqambus hamare qalb par likha, hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiHussain Ya HussainHussain Ya HussainHussain Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain4. Chauda sadiyo se tere ghum ka safar jaari haiye azakhane, alam tujhse wafadari haiaaj har ghar mein bapa teri azadari haihar faqeer ki, hai sadaa yehizindabad aaj bhi mera, Hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain hai5. Maut ko maar ke jo karbobala tak pohchawo hussain ibn e ali teri raza tak pohchabus tere paas jo pohcha wo khuda tak pohchamanzil e khuda, sirf karbalaisliye hamara raasta, hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiHussain Ya HussainHussain Ya HussainHussain Ya Hussain, Ya Hussain, Ya HussainHussaina, Hussaina..(2)Ya Sarallah.. hussainYa Sarallah hussainAye qateel e jafa..(2)Aye ghareeb e zahrashaheed e karbala hussain6. Jab murtajiz sawaar wo rann mein utar gayadushman ki maut saath chali wo jidhar gayauttha jo uske saamne wo sar se sar gayaaaya jo zulfiqar ki zadd mein, wo margayakoi soorma, bach nahi sakapyaas mein bhi is tarha ladaa, hussain haiHussaina, Hussaina..(2)7. Jab irja'ee ki arsh se aayi sada hussainpalta tu ran se khaimo ki janib chala hussainhaye, maqtal mein tujhko gher ke maara gaya hussainZehra ne aake tham liya jab gira hussainshimr ne rakhi, halq par churimaa pukari mera laadla, hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain hai8. Haq ki manzil pe raha sab ke dilo par chhayajiska sar kaat ke bhi koi jhuka na paayawo usi shaan se zeeshan sina par aayahai yazeed ka, naam mit gayaaaj har zabaa'n pe sirf, yaa hussain haiBadshah hussain, Shehenshah hussainDee'n ka aasra hussain haiHussain.. HussainBadshah e mannShehenshah e mannQibla e dilam, Kaba e dilamHussain.. Hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.