Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bainul haramain

Mir Hasan Mir · 2017

Bain ul haramain..(8)Khaimazan ehle jina hai do haram ke darmiya'naashiko ke karwa'n hai do haram ke darmiya'naasmaa'n wale kaha hai do haram ke darmiya'ndo jaha'n ke do jaha'n hai do haram ke darmiya'njis Mohammad se yaha chahe mulaqatein kareaaiye is arsh par..(2)Allah se baatein karebain ul haramain..(4)bain ul haramain..(4)Hai ek taraf Abbas tere..(2)aur ek taraf hai maula Hussainbain ul haramain..(4)Aye arze yaqee'n kaabe ki zameen..(2)kehti hai tujhe kaaba kausainbain ul haramain..(4)Ye zamee'n chaand sitaro'n ki jabee'n lagti haikaikasha iske tasadduq mein hasee'n lagti hailaa makani ki hado'n se ye qaree'n lagti haiye to kausain se aage ki zamee'n lagti haijo arsh pe tha pehne nalain..(2)usne bhi utaari hai nalainbain ul haramain..(4)Bolne lagti hai khamoshiye jazbaat yaha'nishq ki jaayi hai sadiyo se ibadaat yaha'nsaare ashiq hume miljate hai ek saath yaha'naur nabiyo'n se bhi hoti hai mulaqaat yaha'nadam bhi yahi, isa bhi yahimilte hai yahi par zulqarnainbain ul haramain..(4)Is zamee'n par chale aana hi hai me'raj e basharsidra e ishq hai kab aam hai ye raah guzartaere aql ke jalte hai yehi par sheh parfarsh ban jaata hai khud arsh yaha'n par aakarqadmo se na chal jaa sar ke bal..(2)rehti hai yaha'n ummul hasnainbain ul haramain..(4)Teri qismat se wa qismat ne sitara dekhakhalq karke tujhe khaliq ne dobara dekhasab zamino'n pe faqat tera ijara dekhaarbaee'n par ye zamane ne nazara dekhaHaan daman mein tere ek saath bhi garaaye to samaa jaye kaunainbain ul haramain..(4)Sar zamee par tere hoti hai bashar ki me'rajdekh lena tujhe hoti hai nazar ki me'rajtujhpe sajde se hua karti hai sar ki me'rajkhatm hai tujhpe balandi ke safar ki me'rajkya samjhenge wo me'raj teri..(2)jo samjhe nahi me'raj ki aynbain ul haramain..(4)Kahi jaate hue dekha hi nahi dono koishq ne dekha hai barso se wahi dono kosuratan jaante hai ehle yaqee'n dono kodhundhne jao na duniya mein kahi'n dono koashoor ke din, matam karteaayenge nazar tumko meeraynbain ul haramain..(4)Ek taraf me ghazi ka roza ek taraf sheh ka mazarek jaha'n mein dekhe maine do jahan e fatema

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.