Bali Sakina Roke Pukari Haaye Chacha Mere Chacha Jaan......................................................................Jaal Gaye Khayme Jaal Gaye Kurte Cheen Gayi Kaano Se Baleeya Shayme Hai Bacche Pyaase Hai BaccheRooke Kaha Haye Chacha Jaan........................................................................Shimre Layi Ne Jabke Tamache Haye Sakina Ko Jo Mara Khake Tamache Bayen Yea Karti Hote Jo Ab Mere Chacha Jaan.........................................................................Yaad Jo Aya Baba Ka Sina Agayi Maqtal Mai SakinaKayse Soun Mai Sina Hai JakhmiTaan Se Juda Saar Hai Chacha Jaan........................................................................Lut Chuke Gowhar Cheen Chuke Chadar Zainab O Kulsoom BeridaNeher Kinare Bazu Katake Sote Hai Ab Mere Chacha Jaan.........................................................................Haat Mai Kuze Khaak Pe Bethi Hai Yea Nazar Abvi Alam Par Baba Ne Kaha Meri Sakina Ab Na Ayenge Chacha Jaan.....................................................,..................Tast Pe Rakkha Baba Ka Saar Hai Waqt Te Imtehan Hai Mera Goud Mai Aao Paas Mai Aao Aye Mere Baba O Chacha Jaan........................................................................Kufe Ka Manzar Shaam Ka Bazar Kaa'to Pe Karti Rahi Safar Qaid Khane Mai Thaake Sogayi Kyse Ab Sada De Chacha Jaan........................................................................Aye Meri Bibi Shaam Mai Aao Nawha Ake Tujho Sunao Kardo Karam Tum Zulfiqar Par Hai Sakina Ke Chacha Jaan
Bali Sakina(sa)
Zulfiqar Ali · 1446
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.