bolay padar se akbar barchi na khaynchnahai jaan ab labon par barchi na khaynchnababa nazar ko phayr lo dum tootne lagabarchi ke phal se khoon hai dil ka ruka huaubhlega khoon zameen par barchi na khaynchnabolay padar se akbar....maine tumhay bulaaya tha taake mai keh sakunbilkul na gham karo dil ko hai ab sukoonbaithe raho yahan magar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....amma ko ye khabar na ho mere sina lagighash aagaya hai bas zara shiddat ki pyas kimai aa raha hoo jao ghar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....bolay hussain baap ko behla rahe hai aapmaloom hai ke yan se kahan ja rahe hai aapkehte ho moo ko phayr kar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....saansein ukhad rahi to madham hai nafz bhikarte ho aah humko hai takeed sabr kikehte ho thaam ke jigar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....akbar pukare baap se dil ko sambhaliyetooti sina kaleje may rehne hi dijiyeniklega saath may jigar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....maula ne ya ali kaha dil ko sambhaal karphir khud hi ladkhada gaye barchi nikaal karkehta raha jawan pisar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....rehan saath barchi ke dil bhi nikal padapadthe rahe hussain bhi ta dayr marsiyamaa kehti aayi nange sar barchi na khaynchnabolay padar se akbar....
Barchi Na Khaynchna
Syed Raza Abbas Zaidi · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.