Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Barvain Hussain

Ustad Raza Ali Khan · 2015

Lab par hai alajal ki sada barvain Hussain a.s.Aa muntazir hai karbobala Barvain Hussain a.s.1) Tera Zahoor azmate Quran ki daleelGaibat teri daleel e Khuda Barvain Hussain a.s.2)Is teer bakht daur ko kuch roshni milayRukh se zara naqaab utha Barvain Hussain a.s.3) Rakhdi hai teri zaat main rab e jaleel neGyara (11) Imamatoñ ki baqa Barvain Hussain a.s.4)Mumkin banade aake tu namumkenaat koPaani pa janamaz bicha Barvain Hussain a.s.5)Tera Zahoor ho tau padhe aake woh namazIsa bhi hai muntazir hai tera Barvain Hussain a.s.6) Ghar ghar saja huwa hai joh Abbas a.s. ka AlamKaabe pe is Alam ko laga Barvain Hussain a.s.7)Baugh e fidak ka aake laeeno se le hisabZahra s.a. ke Ghasibo'n ko mita Barvain Hussain a.s.8) Le aake jald chadar e Zainab s.a. ka intaqaamKehti hai yeh Hadees e Qisa Barvain Hussain a.s.9)Yeh Arzoo bhi "Noor Ali" ki dua bhi haiQadmo'n main tere aaye Qaza Bavain Hussain a.s.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.