Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Batlayei(n) hamei(n)

Fatema Ladak · 2013

Batlaeinhumain Bibi FizzaJorr Kar Hathou(n)ko kahtay hai(n) yeh sub ahl-e-azaAey Kaneeze Maadar-e-Shabbir, yeh hay iltijaKya hoa thakuch bataie(n) Asr kay hangaam takAap Zainabkee sipar thei(n) Karbala say Shaam takKaisay guzree thee Karb o BalaA, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaKya shaam mai(n) aap nay daikha tha, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaShabbir bohat jab kamsin thay, senay say lagaatee thei(n) kaisayKaisay kartee thei(n) pyar unhai(n), goudii mai(n) uthatei thei(n) kaisayKis tar ha paaliti thie(n) Zahra, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaJab maqtal say bojhal qadmoo(n), khaimay kay ander aey thayShabbir gaey thay maqtal say, ik ghatthree baandh ka laey thayKya daikha tha Qasim ka laasha, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaSheh laey Asghar ko run say, ur day dya maa(n) ko ik laashaMaa(n) gardun daikh ka kahtee hay, cheh(6) mah ka bachcha nahr howaKya kahta tha Asghar ka chehra, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaZahra kay dilbar khaak pa thay, sub laashay uttha kar lay bhe gaeayThei(n) aap kahaa(n) Bibi Fizza, Jub laash pa ghorray dorray thayKya haal tha us dam Zainab kaa, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaDaikha tha shaam e ghareeba(n) mai(n), kya bint e shaah e madeena nayBay sar kee laash ka tha seena, paie the jaga jow Sakeena nayPehchaan lya kiasay laasha, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaJab paani aya zinda(n) mai(n), Bachchi nay paani kaisay pyaJab haath bandhay thay Zainab kay, Bhai ka matam kaisay kyaMajlis hoee sheh ki kaisay bapaa, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaJab gurz laga zakhmi sar par, lamhay thay mussebat kay wo karrayLehratay thay pusht pa ghorray kee, thay jism mai(n) kitnay teer garrayGhorray say giray kaisay Mola, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaKanou(n) say guhar jab chintay thay, khaatee the tamanchay jab bachchiKya kahta tha Abid ka chehraa, Batlaie(n) humai(n) Bibi FizzaJalta hoa kaisay daikhtee thi, Asghar kay jhoolay kow maadarZainab kay sar say haey QAMAR, kis tarha khaainchi gayi chadarKisaay yeh manzar tha daikha, Batlaie(n) humai(n) Bibi Fizza

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.