"Baazar aaya darbaar aaya"Beemar Aabid rokar pukaara, Baazar aaya darbaaraaya,Baalon se parda karlo khudaaya, Baazar aayadarbaar aaya,Beemar Aabid rokar pukaara, Baazar aaya darbaaraaya,1. Pairon mein chhale honton pe naale, kis kis ko aabidtanha sambhale..(2)Patthar kisine zainab ko maara, Baazar aayadarbaar aaya,2. Ek reesma hai baara gale hai, aansu bahaate qaidichale hai..(2)Zakhmon se jaari hai khoon ka dhaara, Baazar aayadarbaar aaya,3. Boli Sakina mushkil hai jeena, ranjo-alum sephatta hai seena..(2)Hai qabr jaisa maahoul saara, Baazar aaya darbaaraaya,4. Hai pushte Aabid durro'n se zakhmi, Aakhon kekhoon se bheegi hai bedi,..(2)Ahle sitam hai mehwe nazaara, Baazar aayadarbaar aaya,5. Noke sina par rote hai sarwar, aaya zameen parabbas ka sar..(2)Tadpa sina par Haider ka pyaara, Baazar aayadarbaar aaya,6. Fizza ke haami maujood kitne, Zainab ke lekin bhaina bete..(2)Na koi waaris hai na sahaara, Baazar aaya darbaaraaya,7. Sajjad dilko kaise sambhale, khoon ro rahe haipairon k chhale..(2)Kaanto pe aabid ko hai guzaara, Baazar aayadarbaar aaya,8. 'Imran Mehdi' 'Rehan Muztar' kaise bayaan hohumse woh manzar,Binte Ali ne jis dum pukaara, Baazar aaya darbaar aaya,
Bazaar aaya darbaar aaya
Imran Mehdi · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.