Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bazaar saja hai

Hashmi Sisters · 2009

[Bazaar-e-shaam, Darbaar-e-shaam, Bazaar-e-shaam, Darbaar-e-shaam] ×4[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×21. Rahon mein log sharabi aur bint-e-Ali faryadiIk chadar mangarahi hai ummat say syed zaadiAur log tamashi aaey hain bankar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam2. Har soo napaak nigahein aur aal-e-nabi ki aaheinSang baari karnay aaey sab log sajakar raheinIs ghum say haram hain cina zan Noha gar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam3. Yeh kaisi qayamat aai taqdeer kahan par laaiHar zakhm saha hai dil par har chot jigar par khaaiYeh shaam ki galiyan kehtin hain ro ro kar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam4. Abbas ki khuwahar Zainab haey binte haider ZainabBaalon say chupakar chehra phirti hai dar dar ZainabHai kaisa qayamat ka logon, yeh manzar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam5. Jis ghar say pardadaari ki rasm hui thi jaariBeparda daikhnay unko aai hai duniya saariZainab kay kalajay par chaltay, hain khanjar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam6. Yeh Zulm bhi kaisa dhaya darbar-e-shaam sajayaHaathon say ishara karkay bibi ka naam batayaGirta tha wahan bemar mera, ghash khakar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam7. Tha bojh yeh dil bhari thay askh lahoo kay jaariSochay tatheer ki waris kaisay ho pardadariTay karma hai ab bin chadar, aur safar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam8. Zainab ka dard uthana do zakhm jigar par khanaBhai kay halq pay khanjar aur shaam say hokar jaanaHaey bhool nay paaey gi zainab, yeh manzar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam9. Safdar-aur-Hashim daikho qitraas o qalam rota haiYeh ajr e risalat daikho ummat say jo paya haiZehra ki baiti roti hai, nangay sar[Haey Haey Zainab Haey Haey Shaam] ×2Bazaar Saja hai aur Zainab bechadarHaey Haey Zainab Haey Haey Shaam

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.