Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Bazar e shaam zainab

Irfan Haider · 2019

Haaye..Haaye..Zainab aur shaam..(2)Nabi ke roze par, sadaat ye karte the bukaghareeb zainab kaise bhulaye shaambalo ki safedi...har zakhm dil ka, neel rasan kechashm e sajjad se wo behte hue khoon ke aansukehte hai..bazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..(2)zindan e shaam zainab kaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye1. Gyarah (11) moharram karbobala seshaam chali Ahmed ki nawasisaath alam ke surkh phareranaizo pe sar chehro pe udaasilekar nishaan.. zainabbe sayebaan.. zainabthi nauha khwaan.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye2. Shaam sheher mein jis dum pohchemehwe buka thi aale payambarshehnayi ki goonj thi har sooaag barasti thi kahi'n pattharghum se nidhaal.. zainabthi pur malaal.. zainabwo istaqbaal.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye3. Shehr e halab mein qafla pohchataaza qayamat waqt ne dhayigard e safar chehro pe padi thishiree'n hamein pehchaan na payikunbe ki zayn.. zainabwo shoro shayn.. zainabshiree'n ke bayn.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye4. Naize pe dekha akbar ka sarkufe mein boli ek zaeefaaye kaash teri maut se pehlemar gayi ho teri madar dukhiyalab tashnkaam.. zainabhan wo kalaam.. zainabbadr-ut-tamaam.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye5. Chalte hue naaqe se giri thiraah mein jab masoom sakinadhundhne nikli zainab dukhiyadaadi ke pehlu mein use paayathi beqaraar.. zainabaa dil figaar.. zainabmaa ki pukaar.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye6. Shaam ki galiyo'n aur koocho meinnauha kuna aulad e nabi thiehle haram sab be parda thecharo taraf mahaul sharabibint e ameer.. zainabhoke aseer.. zainabnazro ke teer.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye7. Ehle haram ke dil pe likhi haikaan'to bhari abid ki musafatwo tees ghante kaise bhulaeinaale nabi aur baab e sa'atjab pehli baar.. zainabpohchi darbaar.. zainabwo intezaar.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulaye8. Pehli majlis qaid e jafa meinbarpa hui irfan aur mazharpohchi madine paa ke rehayinana se boli zainab e muztarbazaar e shaam.. zainabdarbaar e shaam.. zainabzindaan e shaam.. zainabkaise bhulayebazaar e shaam zainab, darbaar e shaam zainab..zindan e shaam zainab kaise bhulayeZainab aur shaam...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.