bazare shaam aagayaakbar mere jawaan kisko bulae maabaazare shaam aagaya x2zainab ki lo khabar, abid hai natawanbaazare shaam aagayaakbar mere jawaan kisko bulae maabaazare shaam aagaya x21) dashte bala ko chod kar, khake shifa ko odh kar,ay faqre kibriya suno kehti hoon hath jodh karkaise chalegi maa ay mere noujawanakbar mere jawaan kisko bulae maabaazare shaam aagaya x22) qismat ki paasban hai wo khairunnisa ki jaan hai woghurbath ki intehaan hui ghairon ke darmiyan hai woshazadiye jina sehti hai saqtiyaanbazare shaam.qatil tera mere pisar sajjad ka hai humsafarkam to nahi hai ye sitam sehta raha hai wo magarkaise sahe bhala bemaar saar baanbazare shaam.maine suni hai ye sada kehte hai shaam may sabhibadla ali ka lenge hum binte ali se aaj hipathar se hai bhari logon ki jholiyaanbazare shaam.na-mehrumo ki bheed may uth-thi nahi nazar meriabbas ki qasam nahi tashnalabi ka gham koidukh hai ye meri jaan sehmi hai bibiyaanbazare shaam.paala hai jisne umr bhar akbar tujhe hijab mayghazi ke saamne bhi wo beta rahi naqaab mayghairon may berida jaati hai allamabazare shaam.noke sina ko dekh-kar yawar ye keh rahi thi maaaa dekh tu bhi noujawan maadar ka apni imtehanaankhen na band kar ghairath se aasmanbazare shaam.
Bazare shaam aagaya
Shahid Baltistani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.