Be sar pada hai dasht mein lasha Hussain kaPamaal haaye ho gaya lasha Hussain ka1-sar par laga jo gurz tho tadpe wo zeen parTadpa hai nehr pe bhi bhai Hussain ka2-Jab zeen se Zamee’n pe aane lage HussainTeron se chalni chalni badan thha Hussain ka3-Barsat horahi thi teron ki dasht meinRondha gaya hai dasht me laasha Hussain ka4-Talwaar kund karke chala shimr qatl koNajaane Khoo’n ka pyasa thha kitna Hussain ka5-Jab shimr zibha Karne ko aaya sare hussainPyasa gala thha haaye Moula Hussain ka6-Haye MAA ke saamne Kiya zibha Hussain koTadpa raha thha maa ko yun qatil Hussain ka7-Naize pe sar Hussain ka aya toh ye kahaPoora huwa aye naana waada Hussain ka8-Ghodon ke daudne se tooti hain hadiya’nPamaal Yun Kiya gaya lasha Hussain ka9-Jaffar na kaise roye Sajjad(a.s) umr bharDekha hai zulm aur wo lasha Hussain ka
Be Sar Pada Hai Dasht Mein Lasha Hussain Ka
Mirza Jaffar Abbas · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.