Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Behno ke saamne

Shahid Baltistani · 2020

Ya Hussain, Ya Hussain..(2)Ya Hussain..(4)Ya qateel e jafa.. Haye ghareeb Hussain..(2)Haye ghareeb Hussain..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno, ke saamne..Khanjar tale hussain ne ghazi ko di sadaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...1. Wo jaanta hai aale nabi hai khadi huiQura'n pe pao'n rakhta hai zalim ghadi ghadiZulfein pakadke shaah ki hasta hai be haya..behno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...2. Khanjar wo kund aur woh sukhi hui rageinchup chap sehli bhai ne saari aziyateinmajburiyo ne sheh ko tadapne nahi diyabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...3. Baba ko maarta hai wo daulat ke waastehai jiske paas jo mere daaman mein daal dephaila ke haath deti hai bacchi koi sadaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...4. Kaise bachane bhai ko wo bhai aayegazainab pukari ab use koi na de sadaasharminda hoga dasht mein abbas e bawafabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...5. Sheh keh rahe the daaldo chadar ko jism parmujh par padhe na zainab o kulsoom ki nazartey kaise hoga qatl ka amma ye marhalabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...6. Har beti buturaab ki ye dekhti rahido bhaiyo'n pe kaisi qayamat guzar gayiek ke badan mein teer the, teero'n pe ek thabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...7. Tha karbala ke ban mein takallum ajeeb haalapne lahu mein laal hua Fatima ka laalsajde se sar hussain ka naize pe aagayabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein ek bhai ka galaabehno ke saamne..Kaata gaya hai dasht mein...Ya Hussain, Ya Hussain..(2)Ya Hussain..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.