Behti rahi furaat[Aay shaam-e-ghariba] ×5[Behti rehi furat] ×4Khoon ho ker beh gaya Akber kaa dilMuskura kar ker Khatam Asger ho gaye[Behti rahi furat] ×2Karbala ke dasht me jaisaa andhera cha gayaAa gaye sham-e-gharibaa surkh hai khak-e-shifaaJhal gaye khaim-e-sar-e-shamm-e-AlaminKitne manzar khaakh ho ker reh gaye[Behti rahi furat] ×2Dhal gaya dil shaam aayi shaam phir aisi ke baaddo paher ke baad chayi aisi tanhayi ki baadKis terhaa zehra kaa ghar lutaa gayaKis terha be sar bahater ho gaye[Behti rahi furat] ×2Aaj subhe tak ye ghar roshan bhi tha abaad bhisab ke waris the salamaat bhayi bhi awlaad bhiik hawaa asi chali perdes mebe zabaan bache bhi be sar ho gaye[Behti rahi furat] ×2Ye hai woh sham-e-gharibaa jo kayamaat bangayidukhtar-e-zehra ke sar se jisne chadare chin liya rasulallah kayamat ho gayidakhile khayma sitamgar hogaye[Behti rahi furat] ×2Aik ik katre ko tarse ban me ab faal-e-hussainmashk zakhmi khali quze laash pamaal-e-hussainreh gayaa maidaan me be kas kaa tanjashan me masroof lashkar hogaye[Behti rahi furat] ×2Marte dam pani pisar mange padar majboor haitu bataa sham-e-ghariba al qamaa kiya door haiwaye nehre al qamaa behti rahiaur pyaase qatl akber hogaye[Behti rahi furat] ×2Hai wohi manzar wohi khaimay wohi tishna labiaaye hai sham-e-gharibaa khu(n) rulaane aaj bhigham hame "rehan -o-sarwar" kyu na homahve mataam jab payambar hogaye[Behti rahi furat] ×2Khoon ho ker beh gaya Akber kaa dilMuskura kar ker Khatam Asger ho gaye[Behti rahi furat] ×2
Behti rahi furaat
Nadeem Sarwar · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.